Berang Zindagi by Gayatri Ganjawala, Sukhwinder Singh song Lyrics and video
Artist: | Gayatri Ganjawala, Sukhwinder Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Amar Mohile |
Lyricist: | Nitin Raikwar |
Label: | T-Series |
Genre: | Rock |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Berang Zindagi lyrics, the song is sung by Gayatri Ganjawala, Sukhwinder Singh from Naach (2004). The music of Berang Zindagi Rock track is composed by Amar Mohile while the lyrics are penned by Nitin Raikwar. Nasha ho nasha ho, maja ho maja ho Fiza ho fiza ho, dhua ho dhua ho Berang zindagi hai Berang zindagi hai yaar chahiye Dheemi si zindagi hai raftar chahiye Mujhko deewana banna hai is ishq main jeena marna hai Mujhko deewana banna hai is ishq main jeena marna hai Bas pyar pyar bas pyar pyar bharmar chahiye Berang… Berang zindagi hai ve yaar chahiye Dheemi si zindagi hai raftar chahiye Mujhko deewani banna hai Ek dil ki nishani banna hai Mujhko deewani banna hai Ek dil ki nishani banna hai Nazre ruk jaaye bas aisa deedar chahiye Berang… atozlyric.com Zindagi zindagi hai nahi Zindagi main jo ashiqui hai nahi Zindagi zindagi hai nahi Zindagi main jo ashiqui hai nahi Ho rag rag main woh bas jaane de dhadkan ke pass aa jaane de Rag rag main woh bas jaane de dhadkan ke pass aa jaane de Khamoshi hai khamoshi main jhankar chahiye Berang.. Berang Berang zindagi hai yaar chahiye Dheemi si zindagi hai raftar chahiye Saanse chal rahi hai ye magar jee rahi hu kaha main idhar Saanse chal rahi hai ye magar jee rahi hu kaha main idhar Kuchh mast mast ho jane de dil sakht sakht ho jane de Kuchh mast mast ho jane de dil sakht sakht ho jane de Akela hu kirdar koi dildar chahiye Berang.. Berang Berang zindagi hai yaar chahiye Dheemi si zindagi hai raftar chahiye O o mujhko deewani banna hai Ek dil ki nishani banna hai Mujhko deewana banna hai Is ishq main jeena marna hai Bas pyar pyar bas pyar pyar bharmar chahiye Berang. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Berang Zindagi lyrics in Hindi by Gayatri Ganjawala, Sukhwinder Singh, music by Amar Mohile. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.