Jivan Mitana Hai by Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
Label: | Saregama |
Genre: | Party |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Jivan Mitana Hai lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Armaan (1981). Jivan Mitana Hai Party soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Jivan mitana hai deewanapan Koi pyaar jivan se pyara nahi pyara nahi Ahaha haha ahaha haha Sare jahan ki amanat hai ye Ye jivan tumhara tumhara nahin Sare jahan ki amanat hai ye Ye jivan tumhara tumhara nahin Jeene ke laakhon sahare yahan Bas ek hi to sahara nahin sahara nahin Ahaha haha ahaha haha atozlyric.com Agar koi duniya se ruthe to kya Koi phool khilte hi toote to kya Agar koi duniya se ruthe to kya Koi phool khilte hi toote to kya Sitare hazaaron hai aakash par Bas ek hi to sitara nahin sitara nahin Ahaha haha ahaha haha Sare jahan ki amanat hai ye Ye jivan tumhara tumhara nahin Jivan mitana hai deewanapan Koi pyar jivan se pyara nahin Kisike iradon ke khatir jiyo Kisiki muradon ke khatir jiyo Kisike iradon ke khatir jiyo Kisiki muradon ke khatir jiyo Hai yaadon mein jeena bhi to zindagi Jeena tumhe kyoon gawara nahin Gawara nahin Ahaha haha ahaha haha Sare jahan ki amanat hai ye Ye jivan tumhara tumhara nahin Jivan mitana hai deewanapan Koi pyar jivan se pyara nahin Kaisi udasi ye kaisa hai sok Jivan mein ate hai jate hai log Kaisi udasi ye kaisa hai sok Jivan mein ate hai jate hai log Naya koi saathi khara rahon me Use pyar se kyun pukara nahin Pukara nahin Ahaha haha ahaha haha Sare jahan ki amanat hai ye Ye jivan tumhara tumhara nahin Jivan mitana hai deewanapan Koi pyar jivan se pyara nahin Jeene ke lakhon sahare yahan Bas ek hi to sahara nahin Sahara nahin Ahaha haha ahaha haha. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jivan Mitana Hai lyrics in Hindi by Kishore Kumar, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.