Teri Nazro Ne Aisa Kaata by Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Dattaram Wadkar
Lyricist:Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Label:Saregama
Genre:Playful
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Teri Nazro Ne Aisa Kaata lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Neeli Aankhen (1962). Teri Nazro Ne Aisa Kaata Playful soundtrack was composed by Dattaram Wadkar with lyrics written by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta).
Teri nazro ne aisa kaata
Ho teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to ho wadi ab
To na kar tata aa
Wadi ab to na kar tata
Teri nazro ne aisa kaata kaata
Teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to ho wadi
Ab to na kar tata aa
Wadi ab to na kar tata
Teri nazro ne aisa kaata
Jo rooth ke tu jaayegi
Mujhe neend nahin aayegi
Jo rooth ke tu jaayegi
Mujhe neend nahin aayegi
Wadi socho ni zara socho
Ho badi socho ni zara socho
Ya neend ki de ja goli
Ya dil ki basa de kholi
Ho wadi bolo ni zara bola
Ho wadi bolo ni zara bola
Teri nazro ne aisa kaata
Ho teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to ho wadi
Ab to na kar tata aa
Wadi ab to na kar tata
Teri nazro ne aisa kaata
atozlyric.com
Main bade seth ka ladka
Mat soch mujhe tu kadka bhai
Main bade seth ka ladka
Mat soch mujhe tu kadka
Wade socho ni zara socho
Ho wadi socho zara socho bhai
Ek baar tu ban ja meri
O phir dekh hai duniya teri
O wadi dekho ni zara dekho
O wadi dekho ho zara dekho
Teri nazro ne aisa kaata
Ho teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to wadi
Ab to na kar tata
Wadi ab to na kar tata
Teri nazro ne aisa kaata kaata
Ho teri nazro ne aisa kaata
Do tukdon mein dil mera baata
Wadi ab to wadi
Ab to na kar tata aa
Wadi ab to na kar tata.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Teri Nazro Ne Aisa Kaata lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Dattaram Wadkar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.