Zamana Kharab Hai (Episode 5) by Bhanu Pratap Singh, Dominique Cerejo song Lyrics and video
Artist: | Bhanu Pratap Singh, Dominique Cerejo |
---|---|
Album: | Single |
Music: | |
Lyricist: | Manoj Yadav |
Label: | |
Genre: | Motivational |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Zamana Kharab Hai (Episode 5) lyrics, the song is sung by Bhanu Pratap Singh, Dominique Cerejo from Coke Studio India – Season 2 (2012). The music of Zamana Kharab Hai (Episode 5) Motivational track is composed by while the lyrics are penned by Manoj Yadav. Bade bhagya, manush tan pawa Sur durlabh saddh granth nagawa Sadhan dham moksh kar dwara Paay na jenhi parlok sawara Yeh zamaana kharaab hai, Miyaan kaisaa mazaak hai, Bande bande mein daag hai, Miyaan kaisa mazaak hai, Main naseehat kya doon, Sab toh hain sayaane yahaan, Phir bhi saaf saaf keh doon, Sab kuch hai la la la la, atozlyric.com Andhi haveli hai dil, dil binaa pyaar ke, Pinjar sa dheh jaayehgaa, Zindagi talaashtaa phirtaa kahaan Yeh zamaana kharaab hai, Miyaan kaisaa mazaak hai, Bande bande mein daag hai, Miyaan kaisa mazaak hai, Main hidaayat kya doon, Sab hain manmaane yahan, Sau ki ek baat keh doon, Sab kuch hai la la la la, Hai zindagi ek til, rooh ke gaal pe, Manzar sa beh jaayehgaa, Zindagi sambhaaltaa phirtaa kahaan Yeh zamaana kharaab hai, Miyaan kaisaa mazaak hai, Bande bande mein daag hai, Miyaan kaisa mazaak hai, Baat baat pe leke Ballam kaahe ko ad jaayeh, Aisaa neik kamaayeh Kyun duniyaa mein khalal pad jaayeh, Tujh mein rehne rab aaya Oh beghar kyun kehlaayeh, Murakhpan mein kyun pagle Tu aaj ko aag lagaayeh, Saari padhaaee kis pipal ke ped pe taang aayaa, Baant batore ke haaraa tab jaanaa kya paaya, Kyun befazooli mein mann, mann chalaa haar ke, Niras hi reh jaayeh na, Tu khushi talaashtaa phirtaa kahaan Yeh zamaana kharaab hai, Miyaan kaisaa mazaak hai, Bande bande mein daag hai, Miyaan kaisa mazaak hai, Main vasihat kya doon, Sab mitaane aayeh yahan Phir bhi ek raaz keh doon, Sab kuch hai la la la la Miltaa nahin aadmi, laakhon deedaar mein, Jhonke sa beh jaayeh ga, Khudh ko bigaadtaa phirtaa kahaan Yeh zamaana kharaab hai, Miyaan kaisaa mazaak hai, Bande bande mein daag hai, Miyaan kaisa mazaak hai, Yeh zamaana kharaab hai, Miyaan kaisaa mazaak hai, Bande bande mein daag hai, Miyaan kaisa mazaak hai, Sochein…sochein… Yeh zamaana kharaab hai Sochein… Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Zamana Kharab Hai (Episode 5) lyrics in Hindi by Bhanu Pratap Singh, Dominique Cerejo, music by . Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.