Jab Pyar Kiya by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz song Lyrics and video

Artist:Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Majrooh Sultanpuri
Label:Venus
Genre:Love
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Jab Pyar Kiya lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz from Watan Ke Rakhwale (1987). The music of Jab Pyar Kiya Love track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.
Paththar ke sanam kuchh bol zara
Tasvir bana kya soch raha
Jab pyar kiya ikrar kiya
Jab pyar kiya ikrar kiya
Dil ne phir kyu bekarar kiya
Ek akela dil zindagi mushkil
Ek akela dil zindagi mushkil
Log begane yaha ke
Anjani dil ki manzil
Jab pyaar kiya ikrar kiya
Dil ne phir kyu bekarar kiya
Ek akela dil zindagi mushkil
Ek akela dil zindagi mushkil
Log begane yaha ke
Anjani dil ki manzil
Jab pyar kiya ikrar kiya
Koi nahi dega jo sath tera
Le le piya hatho mein hath mera
Koi nahi dega jo sath tera
Le le piya hatho mein hath mera
Pal mein badal dungi duniya teri
Pal mein badal dungi duniya teri
Mano sajan meri baat zara
O diladar apne pyar ke
Anjam se darta hai dil
Jab pyar kiya ikrar kiya
Dil ne phir kyu bekarar kiya
atozlyric.com
Yahi hai irada sanam apna
Behake na uthke kadam apna
Yahi hai irada sanam apna
Behake na uthke kadam apna
Bade aramano se dekha hai
Bade aramano se dekha hai
Pyar ka ye pahla sapna
Karke pyar o dilbar yar
Kyo anjam se darta hai dil
Jab pyar kiya ikrar kiya
Dil ne phir kyu bekarar kiya
Ek akela dil zindagi mushkil
Ek akela dil zindagi mushkil
Log begane yaha ke
Anjani dil ki manzil
Jab pyaar kiya ikrar kiya
Dil ne phir kyu bekarar kiya.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Jab Pyar Kiya lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.