Bhagwan Ki Dekho Bhool Ki Bichada by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Dattaram Wadkar |
Lyricist: | Vyas |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Bhagwan Ki Dekho Bhool Ki Bichada lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Balak (1969). The music of Bhagwan Ki Dekho Bhool Ki Bichada Sad track is composed by Dattaram Wadkar while the lyrics are penned by Bharat Vyas. Bhagwan ki dekho bhul Bichad gaya dali se ek phool Raha ab kisse nata Aasman ab pita hai iska Or dharti iski mata Bhagwan ki dekho bhul atozlyric.com Ye kismat ki bat hai kali rat Opr kato se ghira ha igulab Vidhi ne na jane kin ghadiyo mein Likhi hai ye kitab Likhi hai ye kitab Ab samaj ke atyacharo ka Jab chakkar chalega Dar lagta hai tufano me Kaise diya jalega Kaise diya jalega Diya jis malik ne pran Usi ki hogi ab pahchan Jo balak sab ka kahlata Aasman ab pita hai iska Or dharti iski mata Bhagwan ki dekho bhul Ye kisne chedi sahnayi Kiski chali hai doli Kis bhai se bichad chali hai Ye bahna anboli Ye bahna anboli Ik pyar tha wo bhi ruth chala Ek tar tha wo bhi tut chala Do nanhi nanhi aankho se Aasu ka jharna fut chala Aasu ka jharna fut chala Hui dur ye sar se chaw Bahan bhi chali hai apne gaw Kaun ab dhir bandhata Aasman ab pita hai iska Aur dharti iski mata Bhagwan ki dekho bhul Bichad gaya dali se ek phool Raha ab kisse nata Aasman ab pita hai iska Or dharti iski mata Bhagwan ki dekho bhul. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bhagwan Ki Dekho Bhool Ki Bichada lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Dattaram Wadkar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.