Gudiya O Meri Pyari by Vinod Rathod song Lyrics and video

Artist:Vinod Rathod
Album: Single
Music:Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Lyricist:Sameer
Label:Tips Music
Genre:Kids
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Gudiya O Meri Pyari lyrics, the song is sung by Vinod Rathod from Krishan Avtaar (1993). The music of Gudiya O Meri Pyari Kids track is composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod while the lyrics are penned by Sameer.
Gudiya pyari pyari gudiya
Gudiya o meri pyari
Sukh dukh aate jate hai
Yeh aansoo khona nahin
Sukh dukh aate jate hai
Yeh aansoo khona nahin
Apne dard mujhe dena
Tum kabhi rona nahin
Sukh dukh aate jate hai
Yeh aansoo khona nahin
Apne dard mujhe dena
Tum kabhi rona nahin
Sukh dukh aate jate hai
Yeh aansoo khona nahin
Gudiya pyari pyari gudiya
Gudiya o meri pyari
Agar na dekhu tumhara chehra
To main raato ko so na saku
Agar na dekhu tumhara chehra
To main raato ko so na saku
Khuda jo mange to jeevan de du
Juda mein tumse ho na saku
Khushiya zamane ki
Tum pe lutaunga
Tumse bichhad ke
Main mar jaunga
Meri nazro se ek pal
Door kabhi hona nahin
Meri nazro se ek pal
Door kabhi hona nahin
Apne dard mujhe dena
Tum kabhi rona nahin
Sukh dukh aate jate hai
Yeh aansoo khona nahin
atozlyric.com
Badi muskil se tumhe paya hai
Tumhi to mera sansar ho
Badi muskil se tumhe paya hai
Tumhi to mera sansar ho
Mera sapna ho meri kismat ho
Meri sanso ki jhankar ho
Bend bajaunga
Jhoomjhoom gaunga
Tumko sajaunga
Doli mein bithaunga
Phoolo se bhi nazuk ho
Kanto pe sona nahin
Phoolo se bhi nazuk ho
Kanto pe sona nahin
Apne dard mujhe dena
Tum kabhi rona nahin
Sukh dukh aate jate hai
Yeh aansoo khona nahin
Apne dard mujhe dena
Tum kabhi rona nahin
Sukh dukh aate jate hai
Yeh aansoo khona nahin
Gudiya pyari pyari gudiya
Gudiya o meri pyari
Gudiya pyari pyari gudiya
Gudiya o meri pyari.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Gudiya O Meri Pyari lyrics in Hindi by Vinod Rathod, music by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.