Tere Har Kadam Pe by Shabbir Kumar song Lyrics and video
Artist: | Shabbir Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tere Har Kadam Pe lyrics, the song is sung by Shabbir Kumar from Aag Ka Dariya (1990). The music of Tere Har Kadam Pe Romantic track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan. Tere har kadam pe Guldista jhuk gaye Tere har kadam pe Guldista jhuk gaye Ye hai dilo ke rishte Insan kya frishte Mujhse ye kah gaye Sar ki baat kya hain Aasta jhuk gayi Sar ki baat kya hain Aasta jhuk gayi Sar ki baat kya hain Aasta jhuk gayi Tere har kadam pe Guldista jhuk gaye Teri aankh ke isare Tere husan ke sahare Meri zindagi jawaan hain Meri zindagi jawaan hain Ye lachak teri kamar ki Ye ada teri nazar ki Kisi aur mein kaha hain Kisi aur mein kaha hain Dekha jidhar bhi tumhe Karva ruk gaye Dekha jidhar bhi tumhe Karva ruk gaye Tere har kadam pe Guldista jhuk gaye atozlyric.com Ye mohani si surat Hai sadagi ki murat Jo socho to gajab hai Ye yuhi ruth jana Ye yu hi muskurana Ye khel bhi ajab hain Ye khel bhi ajab hain Abi dur ka safar hain Hum kaha ruk gaye Abi dur ka safar hain Hum kaha ruk gaye Tere har kadam pe Guldista jhuk gaye Ye nayi nayi javani Koi ansuni kahani Mere dil se kah rahi hain Mere dil se kah rahi hain O muje lag raha hai aise Teri chal hai ya jaise Koi nav bah rahi hain Koi nav bah rahi hain Ye ravani dekhne ko Do jaha ruk gaye Ye ravani dekhne ko Do jaha ruk gaye Ye hain dilo ke rishte Insan kya frishte Mujhse ye kah gaye Sar ki baat kya hai Aasta jhuk gayi Sar ki baat kya hain Aasta jhuk gayi Tere har kadam pe Guldista jhuk gaye. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tere Har Kadam Pe lyrics in Hindi by Shabbir Kumar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.