Sawan Ka Mahina by Asha Bhosle song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rajesh Roshan |
Lyricist: | Kulwant Jani |
Label: | T-Series |
Genre: | Rain (Monsoon) |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Sawan Ka Mahina lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Dharamyudh (1988). Sawan Ka Mahina Rain soundtrack was composed by Rajesh Roshan with lyrics written by Kulwant Jani. O sakhiyo o sakhiyo Sawan ka mahina tauba tauba Ye bada beiman hota hai Sawan ka mahina tauba tauba Ye bada beiman hota hai Tauba ji tauba beiman hota hai Kale badlo ki toli bole mithi mithi boli Kale badlo ki toli bole mithi mithi boli Koi aise mein jo leke jaye doli Pura arman hota hai O sakhiyo Sawan ka mahina tauba tauba Ye bada beiman hota hai Is mausam mein haye dil par Ban kabu kaise sokh hawaye kar deti hai Tan man mein ek jadu jaise Gore tan ka pasina jaise chamke nagina Gore tan ka pasina jaise chamke nagina Jab nache koi jhum ke hasina To sad je jawan hota hai O sakhiyo Sawan ka mahina tauba tauba Ye bada beiman hota hai atozlyric.com Sawan ki rut bhigi jab Jab laut ke wapis aaye Tod ke pahre mast jawani Pani me bhi aag lagaye Jab barkha ka pani laye dilo mein rawani Jab barkha ka pani laye dilo mein rawani Aisi rut mein sulagti jawani bhi Shishe ka makam hota hai O sakhiyo Sawan ka mahina tauba tauba Ji bada beiman hota hai Sawan ka mahina tauba tauba Ji bada beiman hota hai Tauba ji tauba beiman hota hai Kale badlo ki toli bole mithi mithi boli Kale badlo ki toli bole mithi mithi boli Koi aise mein jo leke jaye doli Pura arman hota hai O sakhiyo Sawan ka mahina tauba tauba Ji bada beiman hota hai Tauba ji tauba beiman hota hai Tauba ji tauba beiman hota hai Tauba ji tauba beiman hota hai Tauba ji tauba beiman hota hai Tauba ji tauba beiman hota hai Tauba ji tauba beiman hota hai Tauba ji tauba beiman hota hai Tauba ji tauba beiman hota hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Sawan Ka Mahina lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Rajesh Roshan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.