Ek Teri Nazar Ek Meri Nazar by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) song Lyrics and video
Artist: | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bhagatram Batish, Husnlal Batish |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ek Teri Nazar Ek Meri Nazar lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Amar Kahani (1949). The music of Ek Teri Nazar Ek Meri Nazar Happy track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish while the lyrics are penned by Rajendra Krishan. Ek teri nazar ek meri nazar Ek teri nazar ek meri nazar Yun lad gayi aapas mein Yun lad gayi aapas mein Ek tera dil ek mera dil Phir dono rahe na bas mein Kaho yeh pyar nahi to kya Kaho yeh pyar nahi to kya hai Ek teri nazar ek meri nazar Ek teri nazar ek meri nazar Yun lad gayi aapas mein Yun lad gayi aapas mein Ek tera dil ek mera dil Phir dono rahe na bas mein Kaho yeh pyar nahi to kya Kaho yeh pyar nahi to kya hai Kuch tumne kaha kuch Hamne kaha Kuch dil se dil ki bat hui Malum hua na dono ko Kab din nikla kab rat hui Aankho hi aankho mein hamne Kuch khali aisi kasme Kaho yeh pyar nahi to kya hai Kaho yeh pyar nahi to kya hai Ek teri nazar ek meri nazar Ek teri nazar ek meri nazar Yun lad gayi aapas mein Yun lad gayi aapas mein Ek tera dil ek mera dil Phir dono rahe na bas mein Kaho yeh pyar nahi to kya Kaho yeh pyar nahi to kya hai atozlyric.com Kuch kahe bhi gaye kuch Kahe na sake Kuch kahne ka arman bhi hai Hum us manzil par aa nikle Jo mushkil bhi aasan bhi Is duniya mein dekhi hamne Duniya se nirali rashme Kaho yeh pyar nahi to kya Kaho yeh pyar nahi to kya hai Ek teri nazar ek meri nazar Ek teri nazar ek meri nazar Yun lad gayi aapas mein Yun lad gayi aapas mein Ek tera dil ek mera dil Phir dono rahe na bas mein Kaho yeh pyar nahi to kya Kaho yeh pyar nahi to kya hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ek Teri Nazar Ek Meri Nazar lyrics in Hindi by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), music by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.