Ye Matlab Ka Sansaar by Suprava Sarkar song Lyrics and video
Artist: | Suprava Sarkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pankaj Mullick |
Lyricist: | Pandit Bhushan |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Ye Matlab Ka Sansaar lyrics, the song is sung by Suprava Sarkar from My Sister (1944). Ye Matlab Ka Sansaar Playful soundtrack was composed by Pankaj Mullick with lyrics written by Pandit Bhushan. Ye matlab ka sansaar Ye matlab ka sansaar Ye matlab ka sansaar Ye matlab ka sansaar Kyun rahen hum Kyun rahen hum Kyun rahen hum iske saath Ye matlab ka sansaar Ye matlab ka sansaar Suno o o o Is hare ped ki daalon par Is hare ped ki daalon par Do nek parinde rehte Prem kahaani kehte Hansti hansti Basti is duniya mein Ik roz shikaari aaya Jisne jisne jalkar Un dono per ik Aisa teer chalaaya Mil gaya khaaq mein Swarg sa sundar Mil gaya khaaq mein Swarg sa sundar Wo pyaara gharbaar Ye matlab ka sansaar Ye matlab ka sansaar Kyun rahen hum Kyun rahen hum Kyun rahen hum iske saath Ye matlab ka sansaar Ye matlab ka sansaar Ye masti bhari jawaani Ye masti bhari jawaani Ye roop rang madmaata Aankhon mein nasha sa laata Dil mein amrit tarsaata Jab jaaye jawaani beet Tab kahen ye man ke meet Bas parey parey Ae ae ae ae ae ae ae ae Bas parey parey Jaa dhoondh le koi Apne jaisa yaar Ye matlab ka sansaar Ye matlab ka sansaar Kyun rahe ham Kyun rahe ham Kyun rahe ham iske saath Ye matlab ka sansaar Ye matlab ka sansaar atozlyric.com Ik nange bhookhe sotey Kuchh odhhe shaal dushaale Kuchh ko taaqat ka Kuchh ko jeene ke laale Yahaan paani doodh ke bhaav bike Matti sone ke mol Kankar ko pooje shankar Thhukraaye ratan anmol Neet nayi niraali Neet nayi niraali raaton ki Rehti hai yahaan bharmaar Rehti hai yahaan bharmaar Ye matlab ka sansaar Ye matlab ka sansaar Kyun rahe hum Kyun rahe hum Kyun rahe hum iske saath Ye matlab ka sansaar Ye matlab ka sansaar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ye Matlab Ka Sansaar lyrics in Hindi by Suprava Sarkar, music by Pankaj Mullick. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.