Main Kya Karoon by Lucky Ali song Lyrics and video
Artist: | Lucky Ali |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Lucky Ali |
Lyricist: | Lucky Ali |
Label: | Lucky Ali Entertainment |
Genre: | Pop |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Main Kya Karoon lyrics, the song is sung by Lucky Ali from Raasta Man (2011). Main Kya Karoon Pop soundtrack was composed by Lucky Ali with lyrics written by Lucky Ali. Niklaa main toh har din Karke wada khudse naya Kalke baare mein sochu Kyon honatha ho gaya Agla pagla kala bagla Raag mein deta kaisa Kaun hai meri kahani Pe lagaayega ik paisa Bolo ek do teen Kahaani kamaal hai Paisa sawaal hai chaar Paanch chhe teri majaal hai Tere himmat ki teri misaal hai Main kya karoon main kya karoon Kaisa samjhaau ki meri Kahaani mein kitne afsaane hai Kaise kahoon ki wo main hoon Kaise kahoon ki wo main hoon Miyaaooo atozlyric.com Teen saupensath aadhe Khunsat sub se milta jaaoon Mere charcha koi karta Kyon bata na paau Tere paas toh main na aaya Karke tum mujh se na kehna Kya yeh aisa ho sakta Hai kauwa ban jaaye maina Bolo re ek do teen Kahaani kamaal hai Paisa sawaal hai chaar Paanch chhe teri mazaal hai Himmat ki teri misaal hai Main kyakaroon main kya karoon Kaisa amjhaau ki meri Kahaani mein kitne afsaane hai Kaise kahoon ki wo main hoon Kaise kahoon ki wo main hoon Sarpe mera saya Tera aur khuli zameen hai Jo main karna chaahu Tujhpe toh mera yaqeen hai Rasta jispe chalta hun Main ab mushkil wo nahi hai Yeh banda tera duniya Mein gaya guzra toh nahi hai Bolo re ek do teen Kahaani kamaal hai Paisa sawaal hai chaar Paanch chhe teri mazaal hai Himmat ki teri misaal hai Main kyakaroon main kya karoon Kaisa amjhaau ki meri Kahaani mein kitne afsaane hai Kaise kahoon ki wo main hoon Kaise kahoon ki wo main hoon Main kyakaroon main kya karoon Kaisa amjhaau ki meri Kahaani mein kitne afsaane hai Main kyakaroon main kya karoon Kaisa amjhaau ki meri Kahaani mein kitne afsaane hai Kaise kahoon ki wo main hoon Kaise kahoon ki wo main hoon O.o.oo Kaise kahoon ki wo main hoon Kaise kahoon ki wo main. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Main Kya Karoon lyrics in Hindi by Lucky Ali, music by Lucky Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.