Mashooqana by Arunima Bhattacharya, Ash King song Lyrics and video
Artist: | Arunima Bhattacharya, Ash King |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Arafat Mehmood |
Lyricist: | Gaurav Dagaonkar |
Label: | T-Series |
Genre: | Dance |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Mashooqana lyrics, the song is sung by Arunima Bhattacharya, Ash King from Heartless (2014). The music of Mashooqana Dance track is composed by Arafat Mehmood while the lyrics are penned by Gaurav Dagaonkar. Jab jab tujhe main dekhoon Lagti tu jannati hai Jaane yeh tujhse kaisi Nisbat si ho gayi hai Jab jab tujhe main dekhoon Lagti tu jannati hai Jaane yeh tujhse kaisi Nisbat si ho gayi hai Rubaru tere kyun Aane ka dhoondhu bahaana Bakhuda chhod doon Tu jo kahe to zamaana Mashooqana, uff tera ye muskurana Mashooqana, sharma ke nazrein churana Aisa hua tera asar dil chaahe sirf tujhko pana Mashukana, uff tera ye muskurana Mashukana, sharma ke nazrein churana Bol jaati hain aankhein teri sab bin kahe Lafz pa kar ke tera dil kaise bas mein rahe atozlyric.com Tujhse milne se pehle bethikana thi main Ab yeh lagne laga hai bewajah na thi main Kuchh der to tujhe dekh loon Maane agar tu bura na.. Mashookana uff tera yeh muskurana Mashookana sharma ke nazrein churana Mashooqaana.. Subah veerana tujh bin Shab adhoori lage Zindagi se bhi zyada Tu zaroori lage Aise mehfooz kar le Mujhko aaghosh mein Umr bhar main na aaun Phir kabhi hosh mein Nazdeeqiyaan itni badha do ki rahe faasla na Mashooqana uff tera yeh muskurana Mashooqana sharma ke nazrein churana Jab jab tujhe main dekhun Lagti tu jannati hai Jaane yeh tujhse kaisi Nisbat si ho gayi hai Rubaroo tere kyun Aane ka dhoondhu bahana Bakhuda chhod doon Tu jo kahe to zamaana Mashooqana uff tera yeh muskurana Mashooqana sharma ke nazrein churana Mashooqana.. Ariana… Mashooqana.. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Mashooqana lyrics in Hindi by Arunima Bhattacharya, Ash King, music by Arafat Mehmood. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.