Aaj Hamaari Takkar Hai by Kishore Kumar, Mahendra Kapoor song Lyrics and video

Artist:Kishore Kumar, Mahendra Kapoor
Album: Single
Music:Rahul Dev Burman
Lyricist:Anand Bakshi
Label:Saregama
Genre:Festivals
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Aaj Hamaari Takkar Hai lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Mahendra Kapoor from Takkar (1980). Aaj Hamaari Takkar Hai Festivals soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Logo dekho dhyan se puchho is beiman se
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Logo dekho dhyan se puchho is beiman se
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai
atozlyric.com
Gali me shor hai sadhu nahi ye chor hai
Upar se kuch aur hai andar se kuch aur hai
Gali me shor hai sadhu nahi ye chor hai
Upar se kuch aur hai andar se kuch aur hai
Tum isko pahchan lo aur diwano jan lo
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Logo dekho dhyan se puchho is beiman se
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai
Lekar uska nam tu karta hai ye kam tu
Kahe ko bhagwan ko karta hai badnam tu
Lekar uska nam tu karta hai ye kam tu
Kahe ko bhagwan ko karta hai badnam tu
Kagal sa dhul jayega bhed tera khul jayega
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Murti ganesh ki andar daulat desh ki
Logo dekho dhyan se puchho is beiman se
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai
Ye koi shaitan hai ye papi insan hai
Ye mera apaman nahi dharm ka ye apman hai
Ye koi shaitan hai ye papi insan hai
Ye mera apaman nahi dharm ka ye apman hai
Roke hai ye bhagwan ko roko is shaitan ko
Kya chakkar hai
Haa aaj hamari takkar hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Aaj Hamaari Takkar Hai lyrics in Hindi by Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, music by Rahul Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.