Aa Bhi Jao Ke Zindagi Kam Hai by Chandan Dass song Lyrics and video

Artist:Chandan Dass
Album: Single
Music:Chandan Dass
Lyricist:Yamini Dass
Label:Universal Music
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Aa Bhi Jao Ke Zindagi Kam Hai lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Life Story (2003). The music of Aa Bhi Jao Ke Zindagi Kam Hai Ghazal track is composed by Chandan Dass while the lyrics are penned by Yamini Dass.
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
atozlyric.com
Waada karke ye kaun aaya nahi
Waada karke ye kaun aaya nahi
Waada karke ye kaun aaya nahi
Sheher mein aaj roshani kam hain
Sheher mein aaj roshani kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko
Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko
Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko
Dhoop jyaada hain chaandani kam hain
Dhoop jyaada hain chaandani kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aaina dekh kar khayaal aaya
Aaina dekh kar khayaal aaya
Aaina dekh kar khayaal aaya
Aaj kal unki dosti kam hain
Aaj kal unki dosti kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Tere dam se hi main mukamall hoon
Tere dam se hi main mukamall hoon
Tere dam se hi main mukamall hoon
Bin tere teri yaamini kam hain
Bin tere teri yaamini kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Zindagi kam hai, zindagi kam hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Aa Bhi Jao Ke Zindagi Kam Hai lyrics in Hindi by Chandan Dass, music by Chandan Dass. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.