Allah Bahut Bada Hain by Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Hasan Kamal, Sameer |
Label: | Saregama |
Genre: | Devotional |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Allah Bahut Bada Hain lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Sapnon Ka Mandir (1991). The music of Allah Bahut Bada Hain Devotion track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Hasan Kamal, Sameer. Paanch waqt in minaaro se Aati hain aawaaj Ke allaah bahot bada hain Ke maula bahot bada hain Ke allaah bahot bada hain Ke maula bahot bada hain Mandir jaao masjid jaao Yahin khulega raaj Ke allaah bahot bada hain Ke maula bahot bada hain Ke allaah bahot bada hain Ke maula bahot bada hain Woh kartaar agar chaahe Patthar mein phool khilaaye Woh kartaar agar chaahe Patthar mein phool khilaaye Anhoni ko honi kar de Koyi samajh na paaye Paaye koyi samajh na paaye Aparampaar hai lila Usaki rehmat beandaaj Ke allaah bahot bada hain Ke maula bahot bada hain Ke allaah bahot bada hain Ke maula bahot bada hain atozlyric.com Kaahe ko ghabraaye Bande kaahe chhode aasha Kaahe ko ghabraaye Bande kaahe chhode aasha Dekh raha hain maalik Duniya jo bhi kare tamaasha Duniya jo bhi kare tamaasha Use khabar hai kaun kidhar Woh jaane sabka raaj Ke allaah bahot bada hain Ke maula bahot bada hain Ke allaah bahot bada hain Ke maula bahot bada hain Jab tak tan mein saans Rahegi rahegi tab tak aas Jab tak tan mein saans Rahegi rahegi tab tak aas Manzil ko paayega musaafir Dil ko hai vishwaas Musaafir dil ko hai vishwaas Koyi kisi par naaz kare par Hamein hain iss par naaz Ke allaah bahot bada hain Ke maula bahot bada hain Ke allaah bahot bada hain Ke maula bahot bada hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Allah Bahut Bada Hain lyrics in Hindi by Mohammed Aziz, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.