Yeh Kya Kar Dala Tune by Asha Bhosle song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle
Album: Single
Music:Omkar Prasad Nayyar
Lyricist:Hasrat Jaipuri
Label:Saregama
Genre:Happy
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Yeh Kya Kar Dala Tune lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Howrah Bridge (1958). The music of Yeh Kya Kar Dala Tune Happy track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.
Ye kya kar dala tu ne
Dil tera ho gaya
Hansi hansi mein
Zaalim dil mera kho gaya
Ye kya kar dala tu ne
Dil tera ho gaya
Hansi hansi mein zaalim
Dil mera kho gaya
Wo khel dikhaya tu ne
Madhosh banaaya tu ne
Wo khel dikhaya tu ne
Madhosh banaaya tu ne
O jaadugar matwale
Bechhain banaaya tu ne
O jaadugar matwale
Bechhain banaaya tu ne
Tu ne re piya kaisa diya
Nazaron kaa paimaana
Ye kya kar dala tu ne
Dil tera ho gaya
Hansi hansi mein
Zaalim dil mera kho gaya
Ye kya kar dala tu ne
Dil tera ho gaya
Hansi hansi mein zaalim
Dil mera kho gaya
atozlyric.com
Jab aankh mile sharmaaun
Main khoyi khoyi jaaun
Jab aankh mile sharmaaun
Main khoyi khoyi jaaun
Aankhon ki kaliyaan kaampe
Jab saamane tujh ko paaun
Aankhon ki kaliyaan kaampe
Jab saamane tujh ko paaun
Sun mere dil sapanon mein
Mil dard hua deewana
Ye kya kar dala tu ne
Dil tera ho gaya
Hansi hansi mein zaalim
Dil mera kho gaya
Ye kya kar dala tu ne
Dil tera ho gaya
Hansi hansi mein zaalim
Dil mera kho gaya
Pahale tha zamaana phika
Ab laage thikha thikha
Pahale tha zamaana phika
Ab laage thikha thikha
Mausam ka dil bhi dhadake
Kuchh haal na puchho jee ka
Mausam ka dil bhi dhadake
Kuchh haal na puchho jee ka
Main bhi yahan tu bhi yaha
Pyaar se pyaar sajaana
Ye kya kar dala tu ne
Dil tera ho gaya
Hansi hansi mein zaalim
Dil mera kho gaya
Ye kya kar dala tu ne
Dil tera ho gaya
Hansi hansi mein zaalim
Dil mera kho gaya.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Yeh Kya Kar Dala Tune lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Omkar Prasad Nayyar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.