Marne Ka Gham Nahin by Asha Bhosle song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Kaifi Azmi
Label:Shemaroo
Genre:Mujra
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

LYRICS OF MARNE KA GHAM NAHIN: The song is recorded by Asha Bhosle from Hindi film Deedar-E-Yaar (1982) , directed by Harnam Singh Rawail. The film stars Jeetendra, Rekha and Rishi Kapoor in the lead role. "Marne Ka Gham Nahin" is a Mujra song, composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) and Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) , with lyrics written by Kaifi Azmi .
Marne ka gham nahin hai
Marne tak gham nahi hai
Jita hai pyar marke aasha ke band hote
Didar yaar karke aasha ke band hote
Didar yaar karke ho
Marne ka gham nahin hai
Marne tak gham nahi hai
Kismat jo sath deti uske kadam par marte
Kismat jo sath deti uske kadam par marte
Uske kadam par marke kya kya na naz karte
Le jate uske zarre aankho me apni bhar ke
Aasha ke band hote didar yaar karke
Ho marne ka gham nahin hai
Meri taraf se badkar lakho balaye lena
Meri taraf se badkar lakho balaye lena
Muh dekhna tu uska sau sau duvaye dena
Khawabo ki vaid dulhaniya
Jab aaye saz sawar ke
Aasha ke band hote didar yaar karke
Ho marne ka gham nahin hai
Hum naram naram kaliya
Gulshan se chun ke laye
Hum naram naram kaliya
Gulshan se chun ke laye
Aur sari kaliya teri raho me hum bichhaye
Aur khud chaman se lote
Aanchal me kante bharke
Aasha ke band hote didar yaar karke
Ho marne ka gham nahin hai
Ye pyar ki kahani puri kabhi na hogi
Ye pyar ki kahani rakhegi dur tujhse
Humko ye zindagani
Pehunchenge pas tere hum jaan se gujar ke
Pehunchenge pas tere hum jaan se gujar ke.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Marne Ka Gham Nahin lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.