Zamana Kaisa by Mahendra Kapoor song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Master Sonik, Om Prakash Sharma |
Lyricist: | Verma Malik |
Label: | T-Series |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Zamana Kaisa lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Sitapur Ki Geeta (1987). Zamana Kaisa Sad soundtrack was composed by Master Sonik, Om Prakash Sharma with lyrics written by Verma Malik. Yaha sab jhagde roti ke hain Raha pyar na koi arana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Ise azma ke dekha hain Thok baja ke dekha Ho raha pyar na koi arana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Ise azma ke dekha hain Thok baja ke dekha Chahe resmi shal odhle Chahe bandh langoti Jeene ke liye chahiye re bhaiya Do waqt ki roti Phir kyu chandi sona ikatha Karke bhare khajana Do roti hi khani hain Koi sona to nahi khana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Amir ka bas jo chale Garib ko to jeene bhi na de Roti ki to baat chhod do Pani bhi peene na de Dhokhe fareb se lute garib ko Daulat ka deewana Pani ko piye chan chan ke Khun piye anchhana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Jis majdoor ki mehnat se Bante hain mahal chobare Wahi bechara sadak Kinare apni raat gujare Garib pe daulat mando ne Aur kitna julm hain dhana Jiske pasine se bangle bane Nahin uska koi thikana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Jinke dil mein pap bhara hain Inki niyat khoti Sab saulat mand chhin rahe hain Dekho garib ki roti Roti ke jhagde se Ujade basta hua gharana Beti ma se beta bap Se ho jaye begana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana atozlyric.com Pooja path aur dan kare Bante hain din dayalu Din ko jitne sardhalu hain Rat ko utne chalu Is kamre mein bana hain mandir Usme ha imaykhana Idhar parbhu ko bhog lagaye Udhar bhare paymana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Ise azma ke dekha hain Thok baja ke dekha Ho raha pyar na koi arana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Ise azma ke dekha hain Thok baja ke dekha Ho raha pyar na koi arana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana Zamana kaisa zamana Ye aaya kaisa zamana. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Zamana Kaisa lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, music by Master Sonik, Om Prakash Sharma. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.