Aamli Ki Taamli by Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aamli Ki Taamli lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Prem Bandhan (1979). The music of Aamli Ki Taamli Masti track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi. Aamli ki tamli Tamli ke gao me Sawli si jhume Shyamli ke pao me Bichhu kat jata hai To shor mach jata hai Aamli ki tamli tamli ke gao me Sawli si jhume Shyamli ke pao me Bichhu kat jata hai to Shor mach jata hai Ib kya hoga Ib kya hoga Ram hosh na aaya Aa gayi sham Log bhag jate hai Vaid ko bulate hai Vaid raz aate hai Aur farmate hai Tauba iske naam Se mera nahi ye kam Aag ka na pani Ka rog ye jawani ka Jise lag jata hai Use lag jata hai Aamli ki tamli Tamli ke gao me Sawli si jhume Shyamli ke pao me Bichhu kat jata hai To shor mach jata hai Ib kya hoga haye ram Ho gayi sabki nind haram Vaid chala jata hai Jogi aata hai Hari om shankar Kanta lage na kankar Shyamliko dekh ke Wo farmata hai Jhut ki kahani hai Jhut ka fasana hai Kaisa ye zamana Hai bichhu ka bahana hai Meri aankho ko to Kuch aur nazar aata hai Aamli ki tamli Tamli ke gao me Sawli si jhume Shyamli ke pao me Bichhu kat jata hai To shor mach jata hai atozlyric.com Ib kya hoga haye ram Kis zulmi ka hai ye kam Jogi chala jata hai Jadugar aata hai Jadu vadu dal ke Wo bhi har jata hai Sangi sathi Sareji chinta ke mare ji Ram ke sahare Ji dard ke mare ji Shyamli ke muh se Koi naam nikal jata hai Naam nikal jata hai Ib kya hoga haye ram Ab to ho gaye wo badnaam Log jan jate hai Pahchan jate hai Ek pardeshi ko Dhund kar late hai Sajan aur sajni Dono pakde jate hai Prem ki zanzir me Dono jhakde jate hai Unko umar kaid ka Hukam ho jata hai Unko umar kaid ka Hukam ho jata hai Aamli ki tamli Tamli ke gao me Sawli si jhume Shyamli ke pao me Bichhu kat jaye Uska byah ho jata hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aamli Ki Taamli lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.