Waqt Se Din Aur Raat by Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Lyricist:Sahir Ludhianvi
Label:Saregama
Genre:Sad
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Waqt Se Din Aur Raat lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Waqt (1965). The music of Waqt Se Din Aur Raat Sad track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.
Kal jahaan basti thi khusiyaa
Aaj hai maatam vahaan
Waqt laya tha bahar
Waqt laya hai sijaan
atozlyric.com
Waqt se din aur raat
Waqt se kal aur aaj
Waqt ki har shai gulaam
Waqt kaa har shai pe raaj
Waqt se din aur raat
Waqt se kal aur aaj
Waqt ki har shai gulaam
Waqt kaa har shai pe raaj
Waqt ki gardis se hai
Chand taro ka nisan
Waqt ki gardis se hai
Chand taro ka nisan
Waqt ki thokar me hai
Kya hukumat ka samaaj
Kya hukumat ka samaaj
Waqt se din aur raat
Waqtse kal aur aaj
Waqt ki har shai gulaam
Waqt kaa har shai pe raaj
Waqt ki paaband hai
Aati jaati raunake
Waqt ki paaband hai
Aati jaati raunake
Waqt hai phulo ki sej
Waqt hai kaanto kaa taaj
Waqt hai kaanto kaa taaj
Waqt se din aur raat
Waqt se kal aur aaj
Waqt ki har shai gulaam
Waqt kaa har shai pe raaj
Aadami ko chaahiye
Waqt se dar kar rahe
Aadami ko chaahiye
Waqt se dar kar rahe
Kaun jaane kis ghadi
Waqt kaa badale mizaaj
Waqt se din aur raat
Waqt se kal aur aaj
Waqt ki har shai gulaam
Waqt kaa har shai pe raaj.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Waqt Se Din Aur Raat lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Ravi Shankar Sharma (Ravi). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.