Jahaan Prem Ka by Hemlata (Lata Bhatt) song Lyrics and video

Artist:Hemlata (Lata Bhatt)
Album: Single
Music:Ravindra Jain
Lyricist:Ravindra Jain
Label:Ultra
Genre:Love
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Jahaan Prem Ka lyrics, the song is sung by Hemlata (Lata Bhatt) from Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977). Jahaan Prem Ka Love soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Ravindra Jain.
Jahaan prem ka paavan diyara jale
Jahaan bole bachan tab neer bhare
Usi angana mein usi dvaare pe
Beete hamara bhi jeevan raam kare
Jahaan prem ka paavan diyara jale
atozlyric.com
Kaun nadi ki ham hain laher
Kaha aake mila re kinaara
Jog likhe bin ham naahi
Aisa milan hamaara
Bin charanon mein
Ab na ghar na pare jahaan
Prem ka paavan diyara jale
Jis ka naahi apna koi
Jo kah de use apna le
Us ki karuna us ki daya
Ka utare na karaj utaare
Jiya jahaan hai vahi ji mare
Jahaan prem ka paavan diyara jale
Jahaan bole bachan tab neer bhare
Usi angana mein usi dvaare pe
Beete hamara bhi jeevan raam kare
Jahaan prem ka paavan diyara jale.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Jahaan Prem Ka lyrics in Hindi by Hemlata (Lata Bhatt), music by Ravindra Jain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.