Tum Jo Parda Rakhoge by Aparna Mayekar, Bappi Lahiri song Lyrics and video
Artist: | Aparna Mayekar, Bappi Lahiri |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
Label: | T-Series |
Genre: | Mujra |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tum Jo Parda Rakhoge lyrics, the song is sung by Aparna Mayekar, Bappi Lahiri from Gair Kanooni (1989). Tum Jo Parda Rakhoge Mujra soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Paw mein bijli hai hotho mein angare hai Balo mein badal hai teri ankho mein tare hai Tum jo parda rakhoge hamara abhi Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi Tum jo parda rakhoge hamara abhi Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi Tum jo parda rakhoge hamara abhi Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi Karti hu tujhko salam karna na mujhe badnam Tum jo parda rakhoge hamara abhi Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi Kaise piya se lag gayi ankhiya Yad karu main sari ratiya Ho raj jo tumne khol diya to Mai bhi chup na rahungi Tumne agar badnam kiya to Mai bhi badnam karungi Tum jo samjho hamara isara abhi Ham bhi kar denge tumko isara kabhi Tum jo samjho hamara isara abhi Ham bhi kar denge tumko isara kabhi Insa usi ka hai nam aaye jo oro ke kam Tum jo parda rakhoge hamara abhi Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi atozlyric.com Itna tum mujhe pyara lage In aasu bhar bhar tere aage O bat to tune rakhi meri teri bat rakhungi Tu chahe to tujhko din rat sath rakhungi Ki jo taklif tumne gawara abhi Hum bhi kar lenge sab kuchh gawara kabhi Ki jo taklif tumne gawara abhi Hum bhi kar lenge sab kuchh gawara kabhi Bat parde ki karna na ja ljayegi duniya tamam Tum jo parda rakhoge hamara abhi Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi Karti hoon tujhko salam Karna na mujhe badnam Tum jo parda rakhoge hamara abhi Hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi Haye rabba haye rabba haye rabba Haye rabba haye rabba haye rabba. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tum Jo Parda Rakhoge lyrics in Hindi by Aparna Mayekar, Bappi Lahiri, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.