Gazab Kiya Tere Wade Pe by Rajkumari Dubey song Lyrics and video

Artist:Rajkumari Dubey
Album: Single
Music:Anil Krishna Biswas
Lyricist:Qamar Jalalabadi
Label:Saregama
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Gazab Kiya Tere Wade Pe lyrics, the song is sung by Rajkumari Dubey from Waris (1954). The music of Gazab Kiya Tere Wade Pe Romantic track is composed by Anil Krishna Biswas while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.
Gazab kiya tere
Waade pe aitabaar kiya
Tamaam raat
Qayamat ka itazaar kiya
atozlyric.com
Sautan ghar na jaa
O more saiyaan
Sautan ghar na jaa
O more saiyaan
Sautan ghar na jaa
Bairan ghar na jaa
O more saiyaan
Sautan ghar na jaa
O more saiyaan
Khabar na thi ke
Hame ashqabaar kar doge
Hamaari khushiyaan
Kisi par nisaar kar doge
Tod ke mera
Pyaar ka sapna
Tod ke mera
Pyaar ka sapna
Na jaa padun mai
Tore paiyaan o
More saiyaan
Na jaa padun mai
Tore paiyaan o
More saiyaan
Sautan ghar na jaa
Bairan ghar na jaa
O more saiyaan.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Gazab Kiya Tere Wade Pe lyrics in Hindi by Rajkumari Dubey, music by Anil Krishna Biswas. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.