Aankhon Se Aankh Mili by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Omkar Prasad Nayyar
Lyricist:Raja Mehdi Ali Khan
Label:Saregama
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Aankhon Se Aankh Mili lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Mitti Mein Sona (1960). Aankhon Se Aankh Mili Romantic soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by Raja Mehdi Ali Khan.
Aankhon se aankh mili
Dil se dil takrane do
Na baba maf karo der
Huyi ghar jane do
Aankhon se aankh mili
Dil se dil takrane do
Na baba maf karo der
Huyi ghar jane do
Kyu itna ghabharati ho
Hum jaise deewano se
Kyu itna ghabharati ho
Hum jaise deewano se
Shama hu lekin darti hu
Tum jaise parwano se
Shama hu lekin darti hu
Tum jaise parwano se
Parwane ko zalim
Paas to apne aane do
Na baba maf karo der
Huyi ghar jane do
Aankhon se aankh mili
Dil se dil takrane do
Na baba maf karo der
Huyi ghar jane do
atozlyric.com
Kya is dil ki halat hai
Tujhko kuch malum nahi
Kya is dil ki halat hai
Tujhko kuch malum nahi
Tujhko khub samajhti hu
Main itni masum nahi
Tujhko khub samajhti hu
Main itni masum nahi
Sharmili aankhon ko
Dil par teer chalane do
Na baba maf karo der
Huyi ghar jane do
Aankhon se aankh mili
Dil se dil takrane do
Aye na baba maf karo
Der huyi ghar jane do
College ki har ladki se
Jikar tumhara karta hu
College ki har ladki se
Jikar tumhara karta hu
Sabse yahi kahte ho ki
Madam tumpe marta hu
Sabse yahi kahte ho ki
Madam tumpe marta hu
Arey ulfat me jo kuch ho
Meri kasam ho jane do
Arey na baba maf karo
Der huyi ghar jane do.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Aankhon Se Aankh Mili lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Omkar Prasad Nayyar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.