Hame Bhi De Do Sahara by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama Music |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Hame Bhi De Do Sahara lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Seema (1955). The music of Hame Bhi De Do Sahara Sad track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri. Ye duniya gam ka mela hai Ye duniya gam ka mela hai Musibat ki kahani hai Koi roye koi gaye Ajab ye zindagani hai Hame bhi de do Hame bhi de do Sahara ke besahare hain Hame bhi de do sahara Ke besahare hain Hame bhi de do sahara Ke besahare hain Falaq ki god se tute Huye sitare hain Falaq ki god se tute Huye sitare hain Hame bhi de do sahara Bhara ho pet to Bhara ho pet to sansar Jagamagata hai Bhara ho pet to sansar Jagamagata hai Sataye bhukh to iman Dagamagata hai Sataye bhukh to iman Dagamagata hai Sataye bhukh to iman Dagamagata hai Bhalai kijiye Bhalai kijiye do din Ke ye nazare hain atozlyric.com Hame bhi de do sahara Ke besahare hain Falaq ki god se tute Huye sitare hain Hame bhi de do sahara Tere jahan se Tere jahan se malik Bata kidhar jaye Tere jahan se malik Bata kidhar jaye Tere huzur meinn rah Kar bhi thokaren khayen Tere huzur meinn rah Kar bhi thokaren khayen Tere huzur meinn rah Kar bhi thokaren khayen Garib hi sahi Garib hi sahi aakhir to Ham tumhare hain Hame bhi de do sahara Ke besahare hain Falaq ki god se tute Huye sitare hain Hame bhi de do sahara. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Hame Bhi De Do Sahara lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.