Teri Haan Ka Na Ka Main by Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | |
Label: | Venus Records |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Teri Haan Ka Na Ka Main lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz from Barsaat Ki Raat (1998). The music of Teri Haan Ka Na Ka Main Love track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by . Teri haan ka teri na ka Ho, teri haan ka na ka, Main na intejar karungi Teri haan ka na ka, Main na intejar karungi Tu haan kar ya na kar, Tu haan kar na kar Kuchh bhi kar main pyar karungi Teri haan ka na ka, Main na intejar karugi Tu haan kar ya na kar, Tu haan kar na kar kuchh bhi kar Main pyar karungi Ho, teri haan ka na ka, Main na intejar karungi atozlyric.com Chhod ye kagaj kalam davat, Chhod ye kagaj kalam davat Tham le mere gore hath, Chhod ye kagaj kalam davat Tham le mere gore hath Hai wo bade sharam ki baat Main jo karungi tere sath, Main jo karungi tere sath Ek baar nahi do baar nahi, Ek baar nahi do baar nahi Sau baar karungi Teri haan ka na ka, Main na intejar karungi Ho, teri haan ka na ka, Main na intejar karungi Kar jaungi aisa kaam, Sun kar sab lenge dil tham Kar jaungi aisa kaam, Sun kar sab lenge dil tham Jhuta lekar tera naam, Kar dungi tujhko badnaam Kar dungi tujhko badnaam, Ye laaj sharam ki rekha bhi Ye laaj sharam ki rekha bhi, Main paar karungi Teri haan ka na ka, Main na intejar karungi Tu haan kar ya na kar, Tu haan kar na kar kuchh bhi kar Main pyar karungi Teri haan ka na ka, Main na intejar karunga Teri haan ka na ka, Main na intejar karunga Tu haan kar ya na kar, Tu haan kar na kar kuchh bhi kar Main pyar karunga, main pyar karungi Main pyar karunga, main pyar karugi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Teri Haan Ka Na Ka Main lyrics in Hindi by Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.