Aankh Ladaoon by Alka Yagnik song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav |
Lyricist: | Sameer |
Label: | Venus Records |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aankh Ladaoon lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Tilak (1992). Aankh Ladaoon Love soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer. Aankh ladaoon dil dhadkoon Ya bijali giroon Ghunghru bajoon kamar hiloon Ya mujra dikhoon Kaise khidmat karun zara farmaiye Kaise khidmat karun zara farmaiye Hain koi aur chahat to batlaiye Hain koi aur chahat to batlaiye atozlyric.com Aankh ladaoon dil dhadkoon Ya bijali giroon Ghunghru bajoon kamar hiloon Ya mujra dikhoon Main tumse husn jawani ka Khazana de doon Apni madhosh adao ka Fasana de doon Main tumse husn jawani ka Khazana de doon Apni madhosh adao ka Fasana de doon Mere mahbub mere Chand ka jhumka lelo Hosh jo dil ka udaye Wahi thumka lelo Meri baho mein dilbar chale aayiye Meri baho mein dilbar chale aayiye Hai koi aur chahat to batlaiye Hai koi aur chahat to batlaiye Aankh ladaoon dil dhadkoon Ya bijali giroon Ghunghru bajoon kamar hiloon Ya mujra dikhoon Mere aane se mohabbat ka nasha cha jaye Dekh ke mujhko diwano ko maza aa jaye Mere aane se mohabbat ka nasha cha jaye Dekh ke mujhko diwano ko maza aa jaye Dil yeh pyasa hain meri pyas bujhao jani Hai koi oonr tarika to batao jaani Na samjh hoon zara mujhko samjhaiye Na samjh hoon zara mujhko samjhaiye Hai koi aur chahat to batlaiye Hai koi aur chahat to batlaiye Aankh ladaoon dil dhadkoon Ya bijali giroon Ghunghru bajoon kamar hiloon Ya mujra dikhoon Kaise khidmat karun zara farmaiye Kaise khidmat karun zara farmaiye Hain koi aur chahat to batlaiye Hain koi aur chahat to batlaiye Aankh ladaoon dil dhadkoon Ya bijali giroon Ghunghru bajoon kamar hiloon Ya mujra dikhoon. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aankh Ladaoon lyrics in Hindi by Alka Yagnik, music by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.