Dupatte Kee Girah Me by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) song Lyrics and video
Artist: | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Eros Music |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Dupatte Kee Girah Me lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Apne Huye Paraye (1964). The music of Dupatte Kee Girah Me Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri. Dupate ki girah me bandh lijiye Dupate ki girah me bandh lijiye Mera dil hai kabhi kam ayega Mera dil hai kabhi kam ayega Dupate ki girah me bandh lijiye Mera dil hai kabhi kam ayega Mera dil hai kabhi kam ayega Ye mana tum hasin ho najami ho Mere dil me tum hi pardanashi ho Kaha le jaogi tum aisi surat Kabhi to hogi sathi ki jarurat Mera dil hai ise sathi bana lo Ise apni nigah me chupa lo atozlyric.com Dupate ki girah me bandh lijiye Mera dil hai kabhi kam ayega Mera dil hai kabhi kam ayega Dupate ki girah me bandh lijiye Mera dil hai kabhi kam ayega Mera dil hai kabhi kam ayega Mere dil se na ab daman bachao Tumhe meri kasam hai tum pas aao Mera dil pyar me duba huwa hai Tumhari yad me khoya huwa hai Mera dil aapse badhkar hasin hai Hasino ki tarah katil nahi hai Dupate ki girah me bandh lijiye Mera dil hai kabhi kam ayega Mera dil hai kabhi kam ayega Dupate ki girah me bandh lijiye Mera dil hai kabhi kam ayega Mera dil hai kabhi kam ayega Jawani tak hai ye sare jhamele Na honge aashiki ke phir ye mele Karegi ye umar jab bewafayi Chura legi najar sari khudayi Mera dil hi tumhe dega sahara Banega tufan me kinara Dupate ki girah me bandh lijiye Mera dil hai kabhi kam ayega Mera dil hai kabhi kam ayega Dupate ki girah me bandh lijiye Mera dil hai kabhi kam ayega Mera dil hai kabhi kam ayega. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dupatte Kee Girah Me lyrics in Hindi by Mukesh Chand Mathur (Mukesh), music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.