Kya Kahoon Mein Tumhe by Kumar Sanu song Lyrics and video
Artist: | Kumar Sanu |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jeetu, Tapan |
Lyricist: | Pandit K.Razdan |
Label: | Tips Music |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Kya Kahoon Mein Tumhe lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Nasheela (1999). The music of Kya Kahoon Mein Tumhe Love track is composed by Jeetu, Tapan while the lyrics are penned by Pandit K.Razdan. Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon Bhool kar bhi magar bewafa na kahoon Bhool kar bhi magar bewafa na kahoon Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon Umra bhar main wafao ka kaidi raha Umra bhar main wafao ka kaidi raha Umra bhar main wafao ka kaidi raha Kyaa ise sadagi ki saza na kahoon Kyaa ise sadagi ki saza na kahoon Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon Rang kaala mahek pehali barsaar ki Rang kaala mahek pehali barsaar ki Rang kaala mahek pehali barsaar ki Main teri zulf ko kyun ghata na kahoon Main teri zulf ko kyun ghata na kahoon Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon Mushkile aur badh jaayegi aaj ki Mushkile aur badh jaayegi aaj ki Mushkile aur badh jaayegi aaj ki Aadami ko agar khuda na kahoon Aadami ko agar khuda na kahoon Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon atozlyric.com Zindagi ek achhai de de mujhe Zindagi ek achhai de de mujhe Zindagi ek achhai de de mujhe Main kisi bhi boore ko boora na kahoon Main kisi bhi boore ko boora na kahoon Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon Bhool kar bhi magar bewafa na kahoon Bhool kar bhi magar bewafa na kahoon Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon Kya kahoon main tumhe aur kya na kahoon. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kya Kahoon Mein Tumhe lyrics in Hindi by Kumar Sanu, music by Jeetu, Tapan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.