Sab Kuchh Karna Iss Duniya Mein by Asha Bhosle, Shiv Dayal Batish song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Shiv Dayal Batish |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Madan Mohan Kohli |
Lyricist: | Saraswati Kumar Deepak |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
LYRICS OF SAB KUCHH KARNA ISS DUNIYA MEIN: The song "Sab Kuchh Karna Iss Duniya Mein" is sung by Asha Bhosle and Shiv Dayal Batish from Shekhar, Rehana, Gope and Mohana starrer film Ada (1951) , directed by Devendra Goel. SAB KUCHH KARNA ISS DUNIYA MEIN is a Sad song, composed by Madan Mohan Kohli , with lyrics written by Saraswati Kumar Deepak . Sab kuchh karna iss duniya mein Pyaar na karna bhool ke Kabhi kisi se apni aankhen Chaar na karna bhool ke Ji pyaar na karna bhool ke Sab kuchh kehna yeh matt kehna Pyaar na karna bhool ke Nazren mila ke ulfat se Inkaar na karna bhool ke Ji pyar na karna bhool ke Pyaar kiya thha parwaane ne Shama ne usko jala diya Jalne ka hi naam hai milna Pyaar ne unko mila diya Milne ki iss reet ko tum Aiktiyaar na karna bhool ke Kabhi kisi se apni aankhen Chaar na karna bhool ke Ji pyar na karna bhool ke Pyaar karoge pachhtaaoge Yeh duniya badnaam karegi Ee Badnaam karegi Laakh kare badnaam mohabbat Apna ooncha naam karegi Apna ooncha naam karegi Aise oonche naam kaa tum Byopaar na karna booul ke Kabhi kisi se apni aankhen Chaar na karna bhooul ke Ji pyar na karna bhool ke Pyaar karenge nahin darenge Bina pyaar ke duniya kya hai Duniya kya hai Bina pyaar ki duniya sachhi Pyaar ki duniya mein dhokha hai Pyaar mein dhokhe ki baaten Sarkaar na karna bhool se Kabhi kisi se Sab kuchh kehna yeh matt kehna Pyar na karna bhooul ke Nazre mila ke ulfat se Inkaar na karna bhool ke Inkaar na karna bhool ke Sab kuchh kehna yeh matt kehna Pyar na karna bhool ke Nazre mila ke ulfat se Inkaar na karna bhool ke Inkaar na karna bhool ke. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Sab Kuchh Karna Iss Duniya Mein lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Shiv Dayal Batish, music by Madan Mohan Kohli. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.