Aazadi Aayi Bhi To Kya by Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyricist:Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Label:Polydor
Genre:Patriotic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Aazadi Aayi Bhi To Kya lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from The Gold Medal (1984). The music of Aazadi Aayi Bhi To Kya Patriotic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).
Aazadi aayi bhi to kya
Kayam hai gulami ki rashme
Janta ka jeevan aaj bhi hai
Sharmaya daro ke bas mein
Sharmaya daro ke bas mein
Aazadi aayi bhi to kya
Kayam hai gulami ki rashme
Janta ka jeevan aaj bhi hai
Sharmaya daro ke bas mein
Sharmaya daro ke bas mein
Jo garib the aur garib hue
Jo amir the aur amir bane
Kala dhan band tijauri
Phir desh ki kya takdir bane
Shaho ki nahi neta ki nahi
Daulat ki hukumat aaj bhi hai
Insano ko jeene ke liye
Paiso ki zaroorat aaj bhi hai
Wo log jo kapde bunte hai
Wohi log yaha adhnange hai
Ye kaisi sone ki chidiya
Pag pag pe jaha bhikhmange hai
Pag pag pe jaha bhikhmange hai
Aazadi aayi bhi to kya
Kayam hai gulami ki rashme
Janta ka jeevan aaj bhi hai
Sharmaya daro ke bas men
Sharmaya daro ke bas mein
atozlyric.com
Kheti pesa ye desh magar
Aata hai anaj videsho se
Har gaw shahar mein aaj pahucha
Bekari ke andesho se
Godam me kaid kiye baitha
Koi kheto ki jawani ko
Jaha dudh ki nadiya bahti thi
Waha log taraaste pani ko
Apna vyopar badhane ko
Mandir maszid ko ladwate hai
Insan nahi saiatan hai ye
Anjano ko bahkate hai
Anjano ko bahkate hai
Apne man subo ke liye
Ladte hai ladai subo ki
Talwar banakar bhasha ko
Bharat ko kata karte hai
Nirdhan na bagawat kar baithe
Isiliye to hi ye dhanwale
Kismat ki duhai dete hai
Takdir ki charcha karte hai
Takdir ki charcha karte hai
Khate hai desh ki roti aur
Gate hai geet videsho ke
Inhe lal kahe ya dalal kaye
Ye ma ko becha karte hai
Ye ma ko becha karte hai
Aazadi aayi bhi to kya
Kayam hai gulami ki rashme
Janta ka jeevan aaj bhi hai
Sharmaya daro ke bas mein
Sharmaya daro ke bas mein.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Aazadi Aayi Bhi To Kya lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.