Tota Tota by S. P. Balasubrahmanyam song Lyrics and video
Artist: | S. P. Balasubrahmanyam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Anjaan |
Label: | Venus Records |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tota Tota lyrics, the song is sung by S. P. Balasubrahmanyam from First Love Letter (1991). The music of Tota Tota Sad track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anjaan. Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Kehna bin tere mushkil hain Ab zinda rehna Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Sari umar ab humko bireh ki Aag mein jalkar jeena hain Hum chahe ya na chahe ye gham Ka zehar to pina hain Namumkin hain ab to dard judai Ka sehna Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Kehna bin tere mushkil hain Ab zinda rehna Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna atozlyric.com Bas jo chale to pyar mein tere Mout ki had se guzar jau Pyar jo tera pa na saku to Pyar mein tere mar jau Bas jo chale to pyar me tere Mout ki had se guzar jau Pyar jo tera pa na saku to Pyar mein tere mar jau Marna hain aasan hai mushkil Tujhse juda rehna Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Kehna bin tere mushkil hain Ab zinda rehna Tota tota sajan se kehna Tota tota sandaisa kehna Gham ke kante chunke teri raho Main phool bichana hai thukra ke Har rasam hume to pyar ki rasam Nibhana hain ek din to hum mil Ke rahenge pyar bhari in raho me Marna hain to mar jaynge ek Duje ki baho mein Gham ho ya ho khushi hume Hai sath sath sehna Aaja aaja sajan tu aaja Aaja aaja sajan tu aaja Aaja aaja sajan tu aaja Aaja aaja sajan tu aaja. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tota Tota lyrics in Hindi by S. P. Balasubrahmanyam, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.