Kal Raat Jahan Mein by Jagjit Singh song Lyrics and video

Artist:Jagjit Singh
Album: Single
Music:Jagjit Singh
Lyricist:
Label:Tips Music
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Kal Raat Jahan Mein lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Jaam Utha (2013). Kal Raat Jahan Mein Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by .
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
Ek jasn-e-baharan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
atozlyric.com
Nagmen the hawaon mein
Jaadoo tha fizaaon mein
Nagmen the hawaon mein
Jaadoo tha fizaaon mein
Har saans ghazalfaan tha
Kal raat jahan main tha
Har saans ghazalfaan tha
Kal raat jahan main tha
Dariya-e-mohabbat mein
Kasthi thee jawaani kee
Dariya-e-mohabbat mein
Kasthi thee jawaani kee
Jazbaat ka toofaan tha
Kal raat jahan main tha
Jazbaat ka toofaan tha
Kal raat jahan main tha
Mahtaab tha baahon mein
Jalwe the nigaahon mein
Mahtaab tha baahon mein
Jalwe the nigaahon mein
Har sint charaagan tha
Kal raat jahan main tha
Har sint charaagan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha
Ek jasn-e-baharan tha
Kal raat jahan main tha
Har gosha gulistan tha
Kal raat jahan main tha.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Kal Raat Jahan Mein lyrics in Hindi by Jagjit Singh, music by Jagjit Singh. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.