Main Kab Tanha Hua by Chandan Dass song Lyrics and video
Artist: | Chandan Dass |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Chandan Dass |
Lyricist: | Dr. Bashir Badr |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Main Kab Tanha Hua lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Aaraish (1989). Main Kab Tanha Hua Ghazal soundtrack was composed by Chandan Dass with lyrics written by Dr. Bashir Badr. Main kab tanha hua thaa yaad hoga Main kab tanha hua thaa yaad hoga Tumhara faisala thaa yaad hoga Main kab tanha hua thaa yaad hoga atozlyric.com Bahot se ujhale ujhale phool lekar Bahot se ujhale ujhale phool lekar Koi to tumse mila thaa yaad hoga Koi to tumse mila thaa yaad hoga Tumhara faisala thaa yaad hoga Main kab tanha hua thaa yaad hoga Bichhi thi hartaraf aankhein hi aankhein Bichhi thi hartaraf aankhein hi aankhein Koi aansu gira thaa yaad hoga Koi aansu gira thaa yaad hoga Tumhara faisala thaa yaad hoga Main kab tanha hua thaa yaad hoga Udaasiya aur badhti jaa rahi thi Udaasiya aur badhti jaa rahi thi Woh chehara bujh raha thaa yaad hoga Woh chehara bujh raha thaa yaad hoga Tumhara faisala thaa yaad hoga Main kab tanha hua thaa yaad hoga Bahot paagal hawa ke aanchlo par Bahot paagal hawa ke aanchlo par Kise tumne likha thaa yaad hoga Kise tumne likha thaa yaad hoga Tumhara faisala thaa yaad hoga Main kab tanha hua thaa yaad hoga Tumhara faisala thaa yaad hoga Main kab tanha hua thaa yaad hoga. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Main Kab Tanha Hua lyrics in Hindi by Chandan Dass, music by Chandan Dass. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.