Lekin Mohabbat Badi Hain by Alka Yagnik, Mohammed Aziz song Lyrics and video

Artist:Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Javed Akhtar
Label:Tips Music
Genre:Masti
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Lekin Mohabbat Badi Hain lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Mohammed Aziz from Narasimha (1991). The music of Lekin Mohabbat Badi Hain Masti track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Javed Akhtar.
Chup chaap tu kyun khadi hain
Ye faisle ki ghadi hain
Chup chaap tu kyun khadi hain
Ye faisle ki ghadi hain
Aa duniya waalo se kah de
Wo chahe maane ya maane
Aa duniya waalo se kah de
Wo chahe maane ya maane
Lekin mohabbat badi hain
Ye faisle ki ghadi hain
Chup chaap tu kyun khadi hain
Aa main bulata hoon tujko
Aa teri manzil yahaa hain
Aa main bulata hoon tujko
Aa teri manzil yahaa hain
Aa dil ki baazi lagi hain
Aa dil ki baazi lagi hain
Aa pyar ka imtaha hain
Ye aajmais ghadi hain
Lekin mohabbat badi hain
Ye faisle ki ghadi hain
Chup chaap tu kyun khadi hain
atozlyric.com
Soni se aur heer se maine
Sikha karna pyar
Rok nahi paayegi
Mujko ab koi deewar
Tujse jo door thi main
Kal tujse jo door thi main
Bebas thi majboor thi main
Jab gunja tera tarana
Tuta mera kaid khana
Zanjeer tuti padi hai
Sach hai mohabbat badi hain
Sach hai mohabbat badi hain
Ye faisle ki ghadi hain
Hain naaz taakat pe jisko
Hain naaz taakat pe jisko
Wo har sitam aazmale
Itna samaj le ye duniya
Itna samaj le ye duniya
Darte nahi pyar waale
Ye maut aage khadi hain
Sach hain mohabbat badi hain
Ye faisle ki ghadi hain
Aa duniya waalo se kah de
Wo chahe maane ya maane
Lekin mohabbat badi hain
Ye faisle ki ghadi hain
Ye faisle ki ghadi hain
Sach hai mohabbat badi hain.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Lekin Mohabbat Badi Hain lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Mohammed Aziz, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.