Na Tujhe Phir Dekhoon by Agam Kumar Nigam song Lyrics and video
Artist: | Agam Kumar Nigam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Nikhil |
Lyricist: | Praveen Bhardwaj |
Label: | T-Series |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Na Tujhe Phir Dekhoon lyrics, the song is sung by Agam Kumar Nigam from Woh Bewafa (2009). The music of Na Tujhe Phir Dekhoon Sad track is composed by Nikhil while the lyrics are penned by Praveen Bhardwaj. Na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu Na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye Na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu Na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye Main mohabbat ki aakhari Nishaani bhi mita aaya hoon Main mohabbat ki aakhari Nishaani bhi mita aaya hoon Teri tasweer jalaake raakh Dariya mein baha aaya hoon Teri tasweer jalaake raakh Dariya mein baha aaya hoon Na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu Na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye Waise bhi toh abb kuchh saansein baaki hai Thode se din thodi raatein baaki hai Dard bahot hai par jine ka bhi dil hai Sab kehate iss haal mein jina mushkil hai Bayaan kaise karu meri jo haalat hai Magar dil keh raha yahi toh chaahat hai Main toh chaahat ki aakhari Nishaani bhi mita aaya hoon Main toh chaahat ki aakhari Nishaani bhi mita aaya hoon Teri tasweer jalaake raakh Dariya mein baha aaya hoon Teri tasweer jalaake raakh Dariya mein baha aaya hoon atozlyric.com Jhute waadon ke jakhmon se ghaayal hoon Main deewaana kya haan main to paagal hoon Abb bhi tumse khaabon mein milata hoon main Abb bhi thodi yaad hai aur jalata hoon main Magar sab keh rahe bhula du uss pal ko Main jo pal ji liya bhula du uss pal ko Main toh uss pal ki aakhari Nishaani bhi mita aaya hoon Main toh uss pal ki aakhari Nishaani bhi mita aaya hoon Teri tasweer jalaake raakh Dariya mein baha aaya hoon Teri tasweer jalaake raakh Dariya mein baha aaya hoon Na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu Na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye Main mohabbat ki aakhari Nishaani bhi mita aaya hoon Main mohabbat ki aakhari Nishaani bhi mita aaya hoon Teri tasweer jalaake raakh Dariya mein baha aaya hoon Teri tasweer jalaake raakh Dariya mein baha aaya hoon Teri tasweer jalaake raakh Dariya mein baha aaya hoon. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Na Tujhe Phir Dekhoon lyrics in Hindi by Agam Kumar Nigam, music by Nikhil. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.