Rootho Na Jaane Tamanna by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu song Lyrics and video
Artist: | Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | |
Label: | |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Rootho Na Jaane Tamanna lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu from Dharma Karma (1997). The music of Rootho Na Jaane Tamanna Romantic track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by . Rootho na jaane tamanna Roothegi humse bahar Maine tujhe dil diya hai Karle mera aitbar Pyar mein ha ha kaho Pyar mein na na kaho Pyar mein ha ha kaho Pyar mein na na kaho Rootho na jaane tamanna Roothegi humse bahar Maine tujhe dil diya hai Karle mera aitbar Pyar mein zid na karo Apni had mein raho Pyar mein zid na karo Apni had mein raho Jao na baate banao Tumho bade hoshiyar Jhutha hai wada tumhara Kab tak karu intzar Pyar mein ha ha kaho Pyar mein na na kaho Pyar mein ha ha kaho Pyar mein na na kaho Gusse mein dekho hone Lage hai yeh gal gulabi Dar hai na mujhko Karde deewana Teri yeh baate sharabi Ho chhodo bhi ab maan jao Achhi nahin takarar Jao na baate banao Tumho bade hoshiyar Pyar mein ha ha kaho Pyar mein na na kaho Pyar mein zid na karo Apni had mein raho Jaane do mujhko rasta na roko Ab shyam hone lagi hai Mausam suhana dil hai deewana Betabi badhne lagi hai Chhane laga dheere dheere Teri wafa ka khumar Maine tujhe dil diya hai Karle mera aitbar Pyar mein ha ha kaho Pyar mein na na kaho Pyar mein zid na karo Apni had mein raho atozlyric.com Na kuch kaho tum Na kuch kahu main Aankhon ko karne do baate Chhup chhup ke bolo hoti rahengi Jab tak yeh mulakate Ho aayegi rut yeh milan ki Ek zara intzar Jao na baate banao Tumho bade hoshiyar Pyar mein ha ha kaho Pyar mein na na kaho Pyar mein zid na karo Apni had mein raho Rootho na jaane tamanna Roothegi humse bahar Jao na baate banao Tumho bade hoshiyar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Rootho Na Jaane Tamanna lyrics in Hindi by Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.