Masoom Sanam by Alka Yagnik, Kumar Sanu song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik, Kumar Sanu |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anu Malik |
Lyricist: | Faaiz Anwar |
Label: | Venus Records |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Masoom Sanam lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from Surakshaa (1995). Masoom Sanam Romantic soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Faaiz Anwar. Mohabbat mohabbat ye hai mohabbat Inayat inayat ye hai inayat Masoom sanam tu aur mujhe Masoom sanam tu aur mujhe, Deewana bana de O masoom sanam tu aur mujhe, Deewana bana de Main pyar tujhe kyun karne laga Main pyar tujhe kyun karne laga Itna to bata de atozlyric.com Mohabbat mohabbat ye hai mohabbat Inayat inayat ye hai inayat Mahebub mere duniya se mujhe Mahebub mere duniya se mujhe Begana bana de Mahebub mere duniya se mujhe Begana bana de Main pyar tujhe kyun karne lagi Main pyar tujhe kyun karne lagi Itna to bata de Pichhle janam ka tera mera rishta hai jaise Ek khwab sa hai aankho mein basa Ye chehra hai jaise Dil bhi de du, jaan bhi de du, ulfat ke badle Jo mang le tu de sakta hu chahat ke badle Mohabbat mohabbat ye hai mohabbat Inayat inayat ye hai inayat Madhosh kare jo dil ko mere, Wo jaadu chala de O masoom sanam tu aur mujhe, Deewana bana de Main pyar tujhe kyun karne lagi Itna to bata de Phulo ke jaise khilte badan pe lahraye aanchal Khushbu wafa ki dil mein bikhre Saanso mein ho halchal Tu muskura ke jab dekhe, Dil pe nasha chhaye Har ek tamanna le angdai, Armaan machal jaye Mohabbat mohabbat ye hai mohabbat Inayat inayat ye hai inayat Bejaan si hai dil ki dhadkan, Jeena to sikha de Mahebub mere duniya se mujhe, Begana bana de Main pyar tujhe kyun karne lagi Itna to bata de Masoom sanam tu aur mujhe, Deewana bana de Main pyar tujhe kyun karne laga Itna to bata de Mohabbat mohabbat ye hai mohabbat Inayat inayat ye hai inayat. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Masoom Sanam lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Kumar Sanu, music by Anu Malik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.