Main Gareebon Ka by Hemanta Kumar Mukhopadhyay song Lyrics and video
Artist: | Hemanta Kumar Mukhopadhyay |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sardar Malik |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Ultra |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Main Gareebon Ka lyrics, the song is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Abe-Hayat (1955). Main Gareebon Ka Philosophical soundtrack was composed by Sardar Malik with lyrics written by Hasrat Jaipuri. Main gareebon ka dil hun Watan ki zabaan Main gareebon ka dil hun Watan ki zabaan Bekason ke liye Pyaar ka aasmaan Bekason ke liye Pyaar ka aasmaan Main gareebon ka dil hun Watan ki zabaan Ha haaa haa aaa ha Aa aa aa aa aa aa Main jo gaata chalun Saath mahfil chale Saath mahfil chale Saath mahfil chale Main jo badhta chalun Saath manzil chale Saath manzil chale Saath manzil chale Mujhe raahe dikhaatin Chalen bijliyan Mujhe raahe dikhaatin Chalen bijliyan Main gareebon ka dil hun Watan ki zabaan Main gareebon ka dil hun Watan ki zabaan atozlyric.com Husn bhi dekhkar Mujhko hairaan hai Dekho hairaan hai Dekho hairaan hai Ishq ko mujhse Milne ka armaan hai Dekho armaan hai Dekho armaan hai Apni duniya ka hun Main haseen naujawaan Apni duniya ka hun Main haseen naujawaan Main gareebon ka dil hun Watan ki zabaan Main gareebon ka dil hun Watan ki zabaan Carawan zindgani ka rukta Nahin haan ji rukta nahi Haan ji rukta nahi Badshahon ke aage Main jhukta nahin Haan ji jhukta nahin Main to jhukta nahin Chand taaron se Aage mera aashiyaan Chand taaron se Aage mera aashiyaan Main gareebon ka dil hun Watan ki zabaan Main gareebon ka dil hun Watan ki zabaan Tu gareebon ka dil hai Watan ki zabaan Tu gareebon ka dil hai Watan ki zabaan Bekason ke liye Pyaar ka aasmaan Bekason ke liye Pyaar ka aasmaan Tu gareebon ka dil hai Watan ki zabaan Tu gareebon ka dil hai Watan ki zabaan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Main Gareebon Ka lyrics in Hindi by Hemanta Kumar Mukhopadhyay, music by Sardar Malik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.