Manbhavan Ke Ghar Jaye Gori by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Shailendra (Shankardas Kesarilal) |
Label: | Saregama |
Genre: | Wedding |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Manbhavan Ke Ghar Jaye Gori lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar from Chori Chori (1956). Manbhavan Ke Ghar Jaye Gori Marriage soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal). Manbhawan ke ghar jaye gori Ghoonghat me sharmaye gori Bandhi rahe ye pyar ki dori Hame na bhulana Hame na bhulana Hame na bhulana Hame na bhulana Manbhawan ke ghar jaye gori Ghoonghat me sharmaye gori Bandhi rahe ye pyar ki dori Hame na bhulana Hame na bhulana Hame na bhulana Hame na bhulana Bachpan ke din khel ganwaye Ayi jawani to balam aaye Bachpan ke din khel ganwaye Aayi jawani to balam aaye Aayi jawani to balam aaye Tere aangan baje badhayi gori Kyun naina chhalkaye gori Bandhi rahe ye pyar ki dori Hame na bhulana Hame na bhulana Hame na bhulana Hame na bhulana Is duniya ki reet yehi hai Reet yehi hai Hath jo thame meet wohi hai Meet wohi hai Hath jo thame meet wohi hai Ab hum to huye paraye gori Dil tere sang jaye gori Bandhi rahe ye pyar ki dori Hame na bhulana Hame na bhulana Hame na bhulana Hame na bhulana atozlyric.com Masti bhare sawan ke jhoole Tujh ko kasam hai jo tu bhoole Masti bhare sawan ke jhoole Tujh ko kasam hai jo tu bhoole Tujh ko kasam hai jo tu bhoole Ab ke jab wapas aaye gori God bhari le aaye gori Bandhi rahe ye pyar ki dori Hame na bhulana Hame na bhulana Hame na bhulana Hame na bhulana Manbhawan ke ghar jaye gori Ghoonghat me sharmaye gori Bandhi rahe ye pyar ki dori Hame na bhulana Hame na bhulana Hame na bhulana Hame na bhulana. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Manbhavan Ke Ghar Jaye Gori lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.