Mere Yaar Aaye Ho by Mohammed Aziz song Lyrics and video

Artist:Mohammed Aziz
Album: Single
Music:Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyricist:Mohammed Salahuddin Parvez
Label:T-Series
Genre:Philosophical
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Mere Yaar Aaye Ho lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Yaadon Ke Mausam (1990). The music of Mere Yaar Aaye Ho Philosophical track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Mohammed Salahuddin Parvez.
Mere yaar aye ho apne watan se
Mere yaar aye ho apne watan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
atozlyric.com
Waha chand ab bhi niklata to hoga
Waha chand ab bhi niklata to hoga
Meri maa ke chehre se jalta to hoga
Meri maa meri yado mein khoyi khoyi
Bana ke duao ka tabij koi
Lifafe mein rakhke bhut royi hogi
Wasu se meri yaad phir dhoyi hogi
Magar phir bhi yade kaha ruk saki hai
Namajo mein ankho se bahne lagi hai
Mere yaar aye ho apne watan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Bahan meri sardi ke mosam mein ab bhi
Bahan meri sardi ke mosam mein ab bhi
Mere waste un bunti to hogi
Koi tana dega kaha tera bhaiya
To phir usse jhagadti to hogi
Meri raat ayegi to subakane lagegi
Wo sone ki kosis mein jagne lagegi
Tadapkar ekaak uthegi palang se
Chale aao bhaiya wo chithi likhegi
Mere yaar aye ho apne watan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Sunata hoon ab sitangar ka kissa
Ke jisne banaya mujhe dil ka hissa
Wo khwabo mein apne mujhe roj lake
Kabhi ruthti aur manti to hogi
Kabhi bekhwali mein sajti to hogi
Andhere mein sawan ki biji se darkar
Bhut der tak meri yado ki khusboo
Nigaho se uski barsati to hogi
Nigaho se uski barsati to hogi
Mere yaar aye ho apne watan se
Mere yaar aye ho apne watan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se
Ke aati hai mitti ki khusboo badan se.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Mere Yaar Aaye Ho lyrics in Hindi by Mohammed Aziz, music by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.