Tum Bin Sajan by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi song Lyrics and video
| Artist: | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi |
|---|---|
| Album: | Single |
| Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Lyricist: | Shailendra (Shankardas Kesarilal) |
| Label: | Saregama |
| Genre: | Sad |
| Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tum Bin Sajan lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Gaban (1966). Tum Bin Sajan Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal). atozlyric.com Tum bin sajan barse Nayan jab jab badal barse Tum bin sajan barse Nayan jab jab badal barse Majbur hum majbur Tum dil milane ko tarse Majbur hum majbur Tum dil milane ko tarse Nagin si yeh raat andheri Baithi hai dil ko gher ke Nagin si yeh raat andheri Baithi hai dil ko gher ke Ruthe jo tum sab chal Diye mukh pher ke Tum bin sajan barse Nayan jab jab badal barse Majbur hum majbur Tum dil milane ko tarse Yeh dil tere pyar ki khatir Jag se begana ho gaya Yeh dil tere pyar ki khatir Jag se begana ho gaya Ek khwab tha sab lut Gaya sab kho gaya Tum bin sajan barse Nayan jab jab badal barse Majbur hum majbur Tum dil milane ko tarse Pyase pyase nain humare Ro ro ke hare sajana Pyase pyase nain humare Ro ro ke hare sajana Aatho pahar barse Gagan iss angana Tum bin sajan barse Nayan jab jab badal barse Tum bin sajan barse Nayan jab jab badal barse Majbur hum majbur Tum dil milane ko tarse Majbur hum majbur Tum dil milane ko tarse. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tum Bin Sajan lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.