Tauba Tauba by A.R. Rahman song Lyrics and video
Artist: | A.R. Rahman |
---|---|
Album: | Single |
Music: | A.R. Rahman |
Lyricist: | Mehboob Alam Kotwal |
Label: | Sony Music |
Genre: | Motivational |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Tauba Tauba lyrics, the song is sung by A.R. Rahman from Vande Mataram (1997). Tauba Tauba Motivational soundtrack was composed by A.R. Rahman with lyrics written by Mehboob Alam Kotwal. Khud se jab ladta hoon Rab se yeh kehta hoon Chaaron or jo hota hai Usse main gussa hoon Tauba tauba nafs maghroor hai Tauba tauba sach se door hai Tauba tauba dil benur hai Tauba tauba kaisa daur hai Khud se jab ladta hoon..sach hai Rab se yeh kehta hoon..sach hai Chaaron oar jo hota hai..sach hai Us se main gussa hoon..sach hai atozlyric.com Tauba tauba nafs maghroor hai Tauba tauba sach se door hai Tauba tauba dil benoor hai Tauba tauba kaisa daur hai Kab aayegaa Waqt woh nayaa Kab payenge Sab dil ki aazadi ko kab aayegi Woh pyarip yari ek subah Daulat badhti hai roz toh ameeron ki hi Bhukh badhti hai roz hi garibon ki Waadon se tarzubaan, waqt milte hi par Gungi ho jaate hai unn rehbaron ki Chaltein hai aakad ke yeh zameen pe Bhoole ke jaana hai ik din iss zameen mein Dhabba hai yeh jaise chaand pe dhabba Dhoka ke dhoka, detein hai khud ko dhoka Tauba tauba nafs maghroor hai Tauba tauba sach se door hai Tauba tauba dil benoor hai Tauba tauba kaisa daur hai Sochon sochon zaraa, kaafi hai ik shamaa Jisse jal uthti hai yahaan, laakhon shamaa Saari duniya badal jaayegi yaaron par Hai zaroori badalna bas ik kaam.. Muskaare ke dekhna bhi neki, logon ki Raahon se patthar hata laane ki Sajda tu sajda, duniya ko naa kar sajda Sajda ho sajda, bas naam hai khuda ka sajda Tauba tauba nafs maghroor hai Tauba tauba sach se door hai Khud se jab ladta hoon Rab se yeh kehta hoon Chaaron oar jo hota hai Usse main gussa hoon. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tauba Tauba lyrics in Hindi by A.R. Rahman, music by A.R. Rahman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.