Main Aur Meri Awargi by Nusrat Fateh Ali Khan song Lyrics and video
Artist: | Nusrat Fateh Ali Khan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Nusrat Fateh Ali Khan |
Lyricist: | Javed Akhtar |
Label: | Saregama |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Main Aur Meri Awargi lyrics, the song is sung by Nusrat Fateh Ali Khan from Sangam (1996). Main Aur Meri Awargi Masti soundtrack was composed by Nusrat Fateh Ali Khan with lyrics written by Javed Akhtar. Phirte hain kab se darbadar Ab is nagar ab us nagar Ek doosre ke humsafar Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Na ashna har rehguzar Na meherban har ek nazar Jayein to ab jaane kidhar Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Hum bhi kabhi aabad the Aise kahan barbaad the Hum bhi kabhi aabad the Aise kahan barbaad the Befikr the aazaad the Befikr the aazaad the Masroor the dilshad the Masroor the dilshad the Wo chal aisi chal gaya Hum bujh gaye dil jal gaya Nikle jala kar apana ghar Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Woh mahevash woh maherooh Woh mahekambil hubahu Woh mahevash woh maherooh Woh mahekambil hubahu Thi jis ki baatein kubaku Thi jis ki baatein kubaku Usse ajab thi guftagu Usse ajab thi guftagu Phir yun huwa woh kho gayi Aur mujh ko zid si ho gaii Layeinge us ko dhoond kar Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Yeh dil hi tha jo seh gaya Woh baat aisi keh gaya Yeh dil hi tha jo seh gaya Woh baat aisi keh gaya Kehne ko phir kya reh gaya Kehne ko phir kya reh gaya Ashkon ka dariya beh gaya Ashkon ka dariya beh gaya Jab keh ke woh dilbar gaya Tere liye main mar gaya Rote hain us ko raat bhar Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi atozlyric.com Ab gham uthayein kis liye Aansu bahayein kis liye Ab gham uthayein kis liye Aansu bahayein kis liye Yeh dil jalayein kis liye Yeh dil jalayein kis liye Yuhn jaan gawayein kis liye Yuhn jaan gawayein kis liye Pesha na ho jis ka sifan Dhundeinge ab aisa sanam Honge kahin to kar gar Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Aasar hain sab khot ke Imkan hain sab chot ke Aasar hain sab khot ke Imkan hain sab chot ke Ghar band hain sab koth ke Ghar band hain sab koth ke Ab khatm hai sab totke Ab khatm hai sab totke Qismat kaa sab yeh pher hai Andher hai andher hai Aise hue hain beasar Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Jab humdam o humraz tha Tab aur hi andaaz tha Jab humdam o humraz tha Tab aur hi andaaz tha Ab soz hai tab saaz tha Ab soz hai tab saaz tha Ab sharm hai tab naaz tha Ab sharm hai tab naaz tha Ab mujh se ho to ho bhi kya Hai sath woh to woh bhi kya Ek behunar ek besabar Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Phirte hain kab se darbadar Ab is nagar ab us nagar Ek doosre ke humsafar Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi Main aur meri awargi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Main Aur Meri Awargi lyrics in Hindi by Nusrat Fateh Ali Khan, music by Nusrat Fateh Ali Khan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.