Mujhse Bichhad Ke Dil Na Dukhana by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep), Suman Kalyanpur song Lyrics and video
Artist: | Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep), Suman Kalyanpur |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
Lyricist: | Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Mujhse Bichhad Ke Dil Na Dukhana lyrics, the song is sung by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep), Suman Kalyanpur from Amar Rahe Ye Pyar (1961). The music of Mujhse Bichhad Ke Dil Na Dukhana Sad track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep). Bichhad rahi hai do mataye Apne nayan bhigoke Ek ne apna heera paya Ek khadi hai khoke atozlyric.com Mujhse bichhad ke dil na dukhana Mujhse bichhad ke dil na dukhana Beta mujhko bhul na jana Mai teri koi nahi re Teri koi nahi Jab tu apne desh ko jana Mujhko mat aawaz lagana Main teri koi nahi re teri koi nahi Jiska khoya hua hai dhan Tu aaj usi ka ho Jiska khoya hua hai dhan Tu aaj usi ka ho Mai to kato me rah lungi Tu phulo par so Apni maa par pyar lutana Mera naam na muh par lana Main teri koi nahi re teri koi nahi Tera sukh mere sukh se bada hai Ja pane ghar ja Tera sukh mere sukh se bada hai Ja pane ghar ja Teri bhalai ke aage mere Pyar ki kimat kya Mera tujhse pyar badhana Tha ek khush rahne ka bahana Main teri koi nahi re teri koi nahi Jaha kahi bhi rahe tu munna Hardum khush rahna Jaha kahi bhi rahe tu munna Hardum khush rahna Sab kuchh kahna lekin mujhko Pathar mat kahna Jis din puchhe tujhse jamana To bas itni baat batana Main teri koi nahi re teri koi nahi Mujhse bichhad ke dil na dukhana Beta mujhko bhul na jana Main teri koi nahi re Teri koi nahi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Mujhse Bichhad Ke Dil Na Dukhana lyrics in Hindi by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep), Suman Kalyanpur, music by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.