Poetry Of Kaagaz by Rahul Jain, Salman Khan song Lyrics and video
Artist: | Rahul Jain, Salman Khan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rahul Jain |
Lyricist: | Aseem Ahmed Abbasee |
Label: | Salman Khan Films |
Genre: | Poem |
Release: | 2021-01-10 |
Lyrics (English)
Kuch nahi hai magar hai sab kuch bhi Kya ajab cheez hai ye kaagaz bhi Baarishon mein hai naav kaagaz ki Sardiyon mein alaav kaagaz ki Aasmaan mein patang kaagaz ki Saari duniya mein jung kaagaz ki Kabhi akhbaar kabhi khat kaagaz Rozmaraah ki zaroorat kaagaz Aane jaane ki sahulat kaagaz Jeene marne ki ijazat kaagaz Pyar ki chitthiyan bhi kaagaz ki Kaam ki arziyan bhi kaagaz ki Jashn mein jhandiya bhi kaagaz ki Jism ki mandiyan bhi kaagaz ki Bane naaton ka bhi gawaah kaagaz Kahin shaadi kahin nikaah kaagaz Kahi talaak ka gunaah kaagaz Banaye aur kare tabaah kaagaz Note kaagaz kitaab hai kaagaz Sabki aankhon ka khwaab hai kaagaz Majhabo ka hisaab hai kaagaz Raham kaagaz ajaab hai kaagaz Chhine le khet ghar zamee kaagaz Pochhe aankhon ki bhi nami kaagaz Har jagah yun hai laazmi kaagaz Jaise ghar ka hai aadami kaagaz atozlyric.com Kuch nahi hai magar hai sab kuch bhi Kya ajab cheez hai ye kaagaz bhi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Lyrics (Hindi)
LYRICS OF POETRY OF KAAGAZ IN HINDI: 'पोएट्री ऑफ कागज' The song is sung by Rahul Jain and Salman Khan from Hindi film Kaagaz , directed by Satish Kaushik. The film stars Pankaj Tripathi, Sandeepa Dhar and Zeel Thacker in lead role. "POETRY OF KAAGAZ" is a Poem song, composed by Rahul Jain , with lyrics written by Aseem Ahmed Abbasee . कुछ नहीं है मगर है सब कुछ भी क्या अजब चीज़ है ये काग़ज़ भी भारतलिरिक्स.कॉम बारिशों में है नाव काग़ज़ की सर्दियों में अलाव कागज़ की आसमाँ में पतंग काग़ज़ की सारी दुनिया में जंग काग़ज़ की कभी अख़बार कभी ख़त काग़ज़ रोज़मर्रह की ज़रुरत काग़ज़ आने जाने की सहूलत काग़ज़ जीने मरने की इजाज़त काग़ज़ प्यार की चिट्ठियां भी काग़ज़ की काम की अर्ज़ियाँ भी काग़ज़ की जश्न में झंडियाँ भी काग़ज़ की जिस्म की मंडियाँ भी काग़ज़ की बने नातों का भी गवाह: काग़ज़ कहीं शादी कहीं निकाह: काग़ज़ कहीं तलाक़ का गुनाह: काग़ज़ बनाये और करे तबाह: काग़ज़ नोट काग़ज़ किताब है काग़ज़ सबकी आँखों का ख़्वाब है काग़ज़ मज़हबों का हिसाब है काग़ज़ रहम काग़ज़ अज़ाब है काग़ज़ छीन ले खेत घर ज़मीं काग़ज़ पोंछे आँखों की भी नमी काग़ज़ हर जगह यूँ है लाज़मी काग़ज़ जैसे घर का है आदमी काग़ज़ कुछ नहीं है मगर है सब कुछ भी क्या अजब चीज़ है ये काग़ज़ भी.
About: Poetry Of Kaagaz lyrics in Hindi by Rahul Jain, Salman Khan, music by Rahul Jain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.