Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai by Asha Bhosle, Mubarak Begum song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mubarak Begum |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mubarak Begum from Arzoo (1965). Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai Masti soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri. Aadab arz hai taslim taslim Jab ishq kahi ho jata hai Tab aisi halat hoti hai Mahfil mein ji ghabrata hai Tanhai ki adat hoti hai Jab ishq kahi ho jata hai Tab aisi halat hoti hai Mahfil mein ji ghabrata hai Tanhai ki adat hoti hai Jab ishq kahi ho jata hai atozlyric.com Ye ishq chupaye chup na saka Ye ishq wo chalta jadu hai Haye kuch hosh nahi rahte kayam Is ishq pe kiska kabu hai Hai ishq mein jokhim itne Khoya mahbub ka gesu hai Har janib mein failti jati hai Is ishq ki aisi khusbu hai Chehre se haya ho jati hai Kya chiz mohabbat hoti hai Mahfil mein ji ghabrata hai Tanhai ki adat hoti hai Jab ishq kahi ho jata hai Tab aisi halat hoti hai Mahfil mein ji ghabrata hai Tanhai ki adat hoti hai Jab ishq kahi ho jata hai Aankho mein hai lakho afsane Khamosh hai lab wo manjil hai Har sans mein lakho toofan hai Toofan mein dil ka sahil hai Arman machalte rahte hai Ye dard bada hi katil hai Roke se qayamat ruk jaye Par rokna bhi kam muskil hai Dildar ki payasi aanhko ko Didar ki hasrat hoti hai Mahfil mein ji ghabrata hai Tanhai ki adat hoti hai Jab ishq kahi ho jata hai Tab aisi halat hoti hai Mahfil mein ji ghabrata hai Tanhai ki adat hoti hai Jab ishq kahi ho jata hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jab Ishq Kahin Ho Jata Hai lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mubarak Begum, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.