Shikwa/Jawab-e-Shikwa by Abu Muhammad, Wajiha Naqvi, Mehr Qadir, Fareed Ayaz, Shahab Hussain song Lyrics and video
Artist: | Abu Muhammad, Wajiha Naqvi, Mehr Qadir, Fareed Ayaz, Shahab Hussain |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Munshi Razi Uddin |
Lyricist: | Omar Khayyam, Amjad Hyderabadi |
Label: | |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Shikwa/Jawab-e-Shikwa lyrics, the song is sung by Abu Muhammad, Wajiha Naqvi, Mehr Qadir, Fareed Ayaz, Shahab Hussain from Coke Studio Pakistan - Season 4 (2011). The music of Shikwa/Jawab-e-Shikwa Qawwali track is composed by Munshi Razi Uddin while the lyrics are penned by Omar Khayyam, Amjad Hyderabadi. Kyon ziaan kaar banun Sood framosh rahoon? Kyon ziaan kaar banun Sood framosh rahoon? Fikr-e-farda na karun Mahw-e-ghum-e-dosh rahoon Fikr-e-farda na karun Mahw-e-ghum-e-dosh rahoon Kyon.. Main ziaan kaar banun Sood framosh rahoon? Fikr-e-farda na karun Mahw-e-ghum-e-dosh rahoon Naale bulbul ke sunoon.. Haaye! Naale bulbul ke sunoon Aur hama tan gosh rahoon Hamnawa, main bhi koi gul hoon Ke khamosh rahoon Jurrat aamoz! Jurrat aamoz Meri taab-e-sukhan hai mujhko Jurrat aamoz Meri taab-e-sukhan hai mujhko Jurrat aamoz Meri taab-e-sukhan hai mujhko Courage! I have the courage to speak up Shikwa allah se khakam badahan hai mujhko Shikwa allah se khakam badahan hai mujhko Shikwa allah se khakam badahan hai mujhko Shikwa allah se khakam badahan hai mujhko… Hai baja, hai baja, hai baja, hai baja… Hai baja Shewa-e-tasleem mein mashhoor hain hum Hai baja Shewa-e-tasleem mein mashhoor hain hum Qissa-e-dard sunaate hain Ke majboor hain hum Qissa-e-dard sunaate hain Ke majboor hain hum Saaz-e-khamoosh hain, Faryaad se ma’moor hain hum Saaz-e-khamoosh hain, Faryaad se ma’moor hain hum Naala aata hai agar lab pe to Ma’zuur hain hum Ai khuda shikwa-e Ai khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun le Ai khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun le Ai khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun le O god a complaint O god listen to the complaint of these loyal mortals Khugar-e-hamd se thora sa gila bhi sun le Khugar-e-hamd se thoda sa gila bhi sun le Khugar-e-hamd se thoda sa gila bhi sun le Khugar-e-hamd se thoda sa gila bhi sun le… A small complaint from your devotee Hum se pahle tha ajab tere jahan ka manzar Kahin masjood the patther Kahin ma’bood shajar Khugar-e-paikar mahsoos thi insan ki nazar Maanta phir koi andekhe khuda ko kyonkar? Kyonkar? Kyonkar? Kyonkar? Kyonkar? Khuda! Khuda! Tujhko maalum hai leta tha koi naam tera Tujhko maalum hai leta tha koi naam tera Tujhko maaloom hai leta tha koi naam tera… God! God! Was there anyone who would recite your name Quwwat-e-baazoo-e-muslim ne kiya kaam tera! Quwwat-e-baazoo-e-muslim ne kiya kaam tera! Quwwat-e-baazoo-e-muslim ne kiya kaam tera! Quwwat-e-baazoo-e-muslim ne kiya kaam tera!… It was the strength of muslim that did your work! Aa.. Quwwat-e-baazo-e Baazoo-e-muslim ne kiya kaam tera! Tau aee awaaz.. Kis say mukhatib hai kya keh raha hai? Kis say mukhatib hai kya keh raha hai? Kya teri khuwaish hai kya muda’a hai? Bol kya teri khuwaish hai kya muda’a hai? Sar ko patakh kar kyun rou raha hai? Sar ko patakh kar kyun rou raha hai? Hum nay toh denay ka wada kia hai Hum nay toh denay ka wada kia hai Hum nay toh denay ka wada kia hai Arey aa aa idher aa Tu pher maang, pher maang Aa aa idher aa Tu pher maang, pher maang Tau aayi awaaz Sunn! Safa-e-dehr se batil ko mitaya kisne? Kya baat hai! Safa-e-dehr se batil ko mitaya kisne? Aur, nou-e-insaan ko ghulami se churaya kisne? Meray ka’abay ko Aur mere ka’abay ko jabeenon se basaya kisne? Mere quran ko seenon se lagaya tumne Haan haan Haan haan Thay toh aaba woh tumhare hi Thay toh aaba woh tumhare hi Thay toh aaba woh tumhare hi Magar tum kya ho? Thay toh aaba woh tumhare hi Magar tum kya ho? Thay? … thay! Thay toh aaba woh tumhare hi Magar tum kya ho? Hath par hath dhare muntazir-e-farda ho Kis say mukhatib hai kya keh raha hai? Kis say mukhatib hai kya keh raha hai? Kya teri khuwaish hai kya muda’a hai? Kya teri khuwaish hai kya muda’a hai? Aur sunn! Paida… Paida sikandar ko kisne kia tha Paida sikandar ko kisne kia tha Paida sikandar ko kisne kia tha atozlyric.com Dekh! Haatim ke hathon se kisne diya tha Haatim ke hathon se kisne diya tha Arey tu kya samjh kar wapas chala tha Tu kya samjh kar wapas chala tha Aur hum nay toh denay ka wada kia tha Hum nay toh denay ka wada kia tha Aur mayoos janay ko kisne kaha tha Mayoos janay ko kisne kaha tha Mayoos janay ko kisne kaha tha Mayoos janay ko kisne kaha tha Baaz aa, baaz aa Har unch e hasti baaz aa Gar kaafir o kabr o but parasti baaz aa Een dargah e maa, dargah e na umeedeeni Sadd baar agar tauba shikasti baaz aa Aray mayoos janay ko kisne kaha tha Mayoos janay ko kisne kaha tha Mayoos janay ko kisne kaha tha Aa aa aaa, aaa, aaa Idher aa tu pher mang pher mang Aa aa idher aa, aaa Aray mayoois janay ko kisne kaha tha Le sunn! Aqal hai teri sipar Aqal hai teri sipar ishq hai shamshir teri Aqal hai teri sipar aur ishq hai shamshir teri Mere durwaish Kya baat hai! Mere durwaish khilafat hai jahangir teri Ma siwa allah ke liye Ma siwa allah ke liye aag hai takbir teri Tu musalman ho toh Tu musalman ho toh taqdir hai tadbir teri Ma siwa allah Ma siwa allah ke liye aag hai takbir teri Allah o akbar! Ma siwa allah ke liye aag hai takbir teri Tu musalman ho toh taqdir hai tadbir teri Aur sunn! Ki muhammad se wafa Sal allah o alaih e wasallam Ki muhammad se wafa tu ne Toh hum tere hain Ki muhammad se wafa tu ne Toh hum tere hain Ki muhammad se wafa tu ne Toh hum tere hain Yeh jahan cheez hai kya Louh-o-qalum tere hain Yeh jahan cheez hai kya Louh-o-qalum tere hain Ki muhammad se wafa tu ne Toh hum tere hain Ki muhammad se wafa tu ne Toh hum tere hain Yeh jahan cheez hai kya Louh-o-qalum tere hain Yeh jahan cheez hai kya Louh-o-qalum tere hain Yeh jahan cheez hai kya Louh-o-qalum tere hain Louh-o-qalum tere hain Louh-o-qalum tere hain Louh-o-qalum tere hain Louh-o-qalum tere hain Louh-o-qalum tere hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Shikwa/Jawab-e-Shikwa lyrics in Hindi by Abu Muhammad, Wajiha Naqvi, Mehr Qadir, Fareed Ayaz, Shahab Hussain, music by Munshi Razi Uddin. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.