Ik Dil Ne Kaha by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Mohammed Zahur Khayyam |
Lyricist: | Swami Ramanand Saraswati |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ik Dil Ne Kaha lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Parda (1949). The music of Ik Dil Ne Kaha Happy track is composed by Mohammed Zahur Khayyam while the lyrics are penned by Swami Ramanand Saraswati. Ik dil ne kaha ek dil ne suna Ek dard bhara afsana Haye dard bhara afsana Pyar ke tukde karne wala Zaalim hai ye zamana Haye zaalim hai ye zamana Ik dil ne kaha Parvane ke gham mein haye Shamma ro ro jalti hai Shamma ro ro jalti hai Shamma ko jalta jis din dekhe Jal jaye parvana Jal jaye parvana Ik dil ne kaha atozlyric.com Najuk se ek phool mein dekho Chupe hazaro kante hai Chupe hazaro kante hai Is duniya mein kaun hai apna Kise kahe begana Kise kahe begana Ik dil ne kaha Jane wale yaad mein teri Aankhe ro ro kehti hai Jane wale yaad mein teri Aankhe ro ro kehti hai Aankhe ro ro kehti hai Dham ghut ke mar jana Lekin dil na kisi se lagana Lekin dil na kisi se lagana Ik dil ne kaha ek dil ne suna Ek dard bhara afsana Haye dard bhara afsana Pyar ke tukde karne wala Zaalim hai ye zamana Haye zaalim hai ye zamana Ik dil ne kaha. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ik Dil Ne Kaha lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Mohammed Zahur Khayyam. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.